Search Results for 'pathan'

Sach bolne wali dawa

Pathan to Sardar: Mai ne aisi dawayi banayi hai, jese pee kar insaan sach bolne lagta hai, tum pee kar dekhlo
.
Sardar (dawayi pee kar): Aaakh tuu yai tu tail hai
.
Pathan: Dekha tum ne sach bola, yai waqayi tail hai

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
pathan kabr main

Pathan ke qabar ki pehli raat mai 52 fareshtay aye
.
2 farishtay Sawal poch rahy thay, owr baki 50 Pathan ko sawal samjha rahay thay.

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
23 number bus

Pathan: Bhai Sahb Saddar Bazar konsi Bus jayegi?
Admi: 23 number
.
1 ghanta baad wo admi wapis aya tu dekha Pathan udhar hi khara tha
Admi: Khan Sahb tum gaye nahi??
.
Pathan: Bas yar 20 Bus guzar gayi hai, sirf 2 owr bhi guzar jaye tu 23wien ajayegi, phir jawonga

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
pathan

1 Pathan TV par bomb rakh kar Pakistan Final match dekh raha tha
.
Bewi ne pocha: Yai kis lie
.
Pathan: Agar yai haar gayi tu pori team ko bomb se ura donga.

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Sardar to Pathan

Sardar: Esa kia karain ke saanp bhi mar jaye owr laati bhi na tootey
.
Pathan: Jooty se mar do

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathaan zaroorate rishta

Pathan: Yar mairy lie koi achi larki ka reshta dekh laina
.
Friend: 1 Larki hai B.com ki
.
Pathan: Qoam koi bhi ho bus taleem yafta ho

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
pathan to halwai

Pathan Halwayi se: Tum kitny salon se Jalebi bana rahy ho?
.
Halwayi baray fakhar se: 20 saal se
.
Pathan: Bari sharam ki baat hai tum se aaj tak Jalebi seedhi nahi bani

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan to Pathan

Pathan 1: Yaar soraj raat ko kion nahi nikalta?
.
Pathan 2: Kia pata nikalta ho, agar, etny andhairy mai kis ko dekhayi dega !!

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan Baap banne wala hai

Bewi: aap boht moty hoty ja rahy hain
Pathan: tum bhi moti hoti ja rahi ho
Bewi: Mai tu Maa banny wali hun
.
Pathan: Mai bhi tu baap banny wala hun

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan ka challenge

Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
.
Hazaron log ekathay ho gaye
.
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan ki Dua

1 Pathan 15 saal se Allah Se Awlaad ke lie dua mangta raha
.
1 din Pathan ke pas Farishta aa kar bola:
"Khan sahb tujhe Allah ka wasta hai
Pahly Shadi tu kar le"

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aqalmand Pathan

1 Pathan 4 meter lamby pipe se hukka pi raha tha
Dost ne pocha: Etny lambay pipe se kion pi rahay ho?
.
Pathan: Doctor Sahb ne tambako se door renhy ka kaha hai
…..

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Priza Bond

1 Pathan Quaid-e-Azam ki Mazar par ja kar dua kar raha tha
"Maira Prize Bond har sorat mai nekalna chahie"
.
Jese hi wo Mazar se bahir agia, kesi ne uske Jaib se Prize Bond nekal lia tha
.
Wo dobar Mazar gia owr bola: "Jinah Sahb ! Pahly pori baat tu samaj lia karain"

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan ki soch

1 Pathan bachpan se heran-o-pareshan our Tension mai tha
.
.
Yai soch kar ke mairi behn ke 2 bhai hai, owr maira 1 bhai kion?

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Jin ka bacha

Masjid mai elaan hogia ke
.
1 bacha mela hai JIN KA HAI, aa ke le jayen
.
1 Pathan jaldi agia owr bola: Mujhe bhi dikhawo "JIN" ka bacha kesa hota hai !

by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)