Jin ka bacha
Masjid mai elaan hogia ke
.
1 bacha mela hai JIN KA HAI, aa ke le jayen
.
1 Pathan jaldi agia owr bola: Mujhe bhi dikhawo "JIN" ka bacha kesa hota hai !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 867 views
Similar Jokes
Life ko kaun zyada achga bana sakte hai GirlFriend or wife? ? ? ? ? ?
Dono hi! Bas kisi dusre ki hone chiaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Tinku: Mera Kutta Tommy Kho Gaya Hai.
Mintu: To Tum Kisi Akhbar Me Vigyapan Kyo Nahi Dete.
Tinku: Usase Kya Hoga?
Tmmy Ko 2 Padhna Nahi Aata.
by Pak101.com (few years ago!)
Black Dukandar Se Chota Bacha: Uncle Rang Gora Krny Wali Cream Hy..?
Dukandar: Han Hy..
Bcha: To Saale Lagata Q Nai.
by Pak101.com (few years ago!)
ap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
Hahahaha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
A teacher teaching ALJEBRA:
If x=y & y=z then
it means x=z.
Give an exmple.
STUDENT:
Sir,
i Love u & u love ur daughter,
it means i love ur daughter...!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki maa:-
20 Saal Tk Meri Koi aulad Ni Hui
press reporter:
fir apne kya kiya?
Maa:-Fir me 21 Saal ki hui to papa ne meri shadi karai
"Fir Ja k SANTA Hua"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal khali paper ko bar bar choom raha tha
Doosra pagal: Ye kya hai?
Pahla: Love letter he
Doosra: Magar ye to khali he
Pahla: Aaj kal bol chaal band he :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rat ko 12 baje ladki ne Byfnd ko call kiya kaha mere ghar pe
koi nhi he
ladka uski ghar pe gya
sach me koi nhi tha
Taala laga hua tha.:-P ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
ustaad shagird se batao ye kon sa zamana hay,woh chal raha hay,tum chal rehy ho,hum sab chal rehy hain. Shagird, janab jaloos ka zamana.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Pak101.com (few years ago!)