Sardar to Pathan
Sardar: Esa kia karain ke saanp bhi mar jaye owr laati bhi na tootey
.
Pathan: Jooty se mar do
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Congratulations sms na karne par ap ko Mba ki degri di jati hai , mba ka matlb hai
member of bhekari association
by Sabir shah (few years ago!)
Girl:
Tum itny chotay ho meri Jawani ka Bojh kaisy uthao gay,
Child:
Janu manta hun k CHUHA Bori utha nhi sakta Mgr PHAAR to sakta hy na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
sirdar jee nay yaar k saath mil ker post office mean dakaa dala aur jaldi maen aik aik bag utha ker bhaag gayay. Bohat maheeno kay baad milay tou aik doosray say poochnay lagay k bag mean kiya thaa aur kia kia kiya.
pehlay nay kaha khoob paisay say maza kiya. car lee ,holidays per gaya.
tum nay kia kiya? doosra kehnay laga meray bag maen tou bill he bill thay. phir tum nay kia kiya? thora thoray ker k pay ker raha hoon.
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Sardars Friend:
Yar Kal Meine Kitni Baar Call Kiya,
Uthaya Q Nahi?
Sardar:
Q Uthaun,30 Rs. De Ke Jo Gaana Lagwaya Hai
Woh Kya Tera Baap Sunega
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Batao cold drink Nuqsan
Deti Hai Ya Faida?
Student:
Agr Koi Pila de To Faida,
Agr Pilani Parr Jaye To Nuqsaan
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND
Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to
rakh k chamat marna Q k mazaq ki b 1 had hoti ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan : Doctor sb
Mujhe awaz sunai deti he Laikin aadmi dikhai naheen deta.
Doctor : aisa kab hota hai ?
Pathan : phone karte waqt
Doctor : lakh lant a
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Friend: Santa Ji! Agr aapko thand lagti hai to aap kya karte hai:
Santa: Main heater k samnay beth jata hon.
Friend: Lekin agar phir bhi thand lagy to?
Santa: To main heater On kar leta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sheikh ki beti ka operation hua
doctor ne kaha pathri nikli hai
sheikh bola lao mujhay do
doctor ne kaha woh kya karo gay
sheikh bola itni mehngi mili hai bechoon ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2014 me hone wale rewand ijtima ki dua me pehle se 10 guna ziyada awam k ane ki tawaqo
Q K
ab moulana tariq jamel k 7 veena Malik b hongi
by Mazhar Khan (few years ago!)