Pathaan zaroorate rishta
Pathan: Yar mairy lie koi achi larki ka reshta dekh laina
.
Friend: 1 Larki hai B.com ki
.
Pathan: Qoam koi bhi ho bus taleem yafta ho
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 1505 views
Similar Jokes
Narak Mein Bahut Saare Log Ikathe Hokar Shor Kar Rahe The.
Bhagwaan Ji Gusse Se Yamraj Se
Bole: “Ye Log Narak Mein Bhi Aish Kar Rahe Hai?”
Yamraj: “Hostel Wale Hai, Saale Kahi Bhi Set Ho Jaate Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor sahab ek mareez ko dekhtey hi boley, “Aap ko to ainak ki zaroorat bohat arsey sey thee, laikin aap nazar test kerwaney aaj aaey hein”
“Kamaal hey”, mareez ney hairaan ho ker kaha, “Aap ko yeh baat muaina kerney sey pehley hi maloom ho gyee, aap yaqeenan intehai tajarba kaar doctor hein”
Doctor: “Is mein tajarbey ki koi khaas baat nahi, agar aap bahar laga hua board parh saktey to aap ko maloom ho jaata key mein mahir-e-imraaz-e-niswaan hoon”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: jab aap chashma utaarte ho, bahut handsome dikte ho.
Husband: haa dear, jab main chashma utaarta hoo, tum bhi bahut khoobsoorat dikti ho
by Pak101.com (few years ago!)
'Agr valentine day pr apko gulab ka phool na mile to mujhe call kar li jiye ga
....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar on phone:
Doctor my wife is pergnant.She is having pain right now.
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking‚¦
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Ne Pathan Ki Beti Ka Rishta Maanga
Pathan Ne Sardar Ko Bohat Mara
Maar Kha Ke Sardar Utha
Kapre Jhaar Ke Bola Phir Khan Sahab Me Inkaar Samjhu?
by Pak101.com (few years ago!)
Seedha saada teacher bachchon se : batao bachcho 2 aur 2 kitne hote hain.
Ek bachcha : ji 3
Teacher : chalo lagbhag theek hi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Banta:-santa tere ghar se mujhe hamesha hansne ki aawaz aati rahti hai.
Santa:-are yaar, meri biwi jab mujhe joote se marti hai, agar mujhe lag jaata hai to who hansti hai aur agar nahin lagta to main hansta hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Agar 3 Din Tak Subha Nend Se
Jaag Kar Kangha Na Kia Jae
T0
Hair Style
"Rehman Malik"
Jesa Ho Jata Hai..
"Veena Returns"... ;->
by Usama (few years ago!)