Search Results for '5'
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
jadeed Eduaction
jadeed Eduaction Muhawry!!
1. " science say Gira Arts me Atka"
2." Fail hoty ko Practicals ka Sahara"
3. "Dagree le k Aag me Daal"
4. "3rd Divsion pas Ghar ka na Ghat ka"
5. "Dost wo jo Imtihan me Cheating Karary"
6. " Likhna na Jnay, Nib terhi"
7. "Qadar kho Deta hai Roz ka University jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
When I Saw You Driving Down The Road, I
When I Saw You Driving Down The Road, I Guessed 55 At Least. "Youre Wrong, Officer, Its Only My Hat That Makes Me Look That Old.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aik police walay ka beta exam
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police wala apne bache se:
Police wala apne bache se: Beta tumhara result achha nahi aya aj se tumhara khelna tv dekhna
band
.
.
Son: Ye 50 Rs pakro or is bat ko yahien daba do"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar and Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Students ki 7 Nishaniyan
1- Ratta marny ko Mehnat Kahna
2- Har semester mai ye azam karna ke "Es Semester mai sath sath Parhunga"
3- Mobile Off karky parhna owr 5, 5 mint baad mobile ON karke dekhna ke koi msg tu nahi aya
4- Group study mai bar bar kahna ke "Agar ab kesi ne chawal mari tu group se bahir"
5- Parhny se pahle Course ke Page ginna owr gin kar khof se band kar dena
6- Har Lecture ke End mai sath wale larka se pochna "yar tere pas kal wala lecture hai"
7- Yaar apni Degree ka koi Scope nahi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Friends! Mai apna mobile band kar raha hon,
kionke Exam qareeb hai
and I have to work hard
.
Please Contact me after
.
.
.
15 minutes
Tab tak study ka bhoot utar gia hoga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Father: Beta Maths mai kion Fail hogaye?
Kid: Teacher kehta hai 6+4 = 10
Aglay din kehta hai 5+5 = 10
Phir kehta hai 8+2 = 10
Wo khud confuse hain tu mujhe kia Pass karaingy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police officer 2 his son!
Tumhara result acha nhi aaya,
Aaj se tumhara khelna aur T.V dekhna
band
Son!Ye 50 rupay pakro aur is baat ko yaheen dabado
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhai log!
Ghajini dekhne k bad andaza hua k
apke bhi b Amir khan se kuch kam
nhi hai.
Mein b parhta hun,samjhta hun,
Phir 15 min bad sab bhool jata hun.
by Mazhar Khan (few years ago!)
KFC New Prices
Piza @Rs.200
Chicken @Rs.150
Burger @Rs.100
Pepsi @Rs.50
Lakin ap phir b kuch kha nhi sakte Q K
ap k pas tou sms k liye b paisy nhi hote.
by Mazhar Khan (few years ago!)