Police
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 799 views
Similar Jokes
Doctor, Doctor my son has swallowed my pen, what should I do? Use a pencil ‘till I get there
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar: I was caught by the police as they find diamonds in my socks.
Friend: are you a smuggling diamonds..?
Sardar: I was smuggling Sock…
by Pak101.com (few years ago!)
Aati Thi Jaathi Thi
Hansti Thi Hansati Thi
Bhagti Thi Bhagati Thi
Bolti Thi Bulwati Thi
Per Aaj Pata Chala Ki Woh Mujhe Rakhi Bandhna Chahti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to his friend: Dekho wo ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai..
Friend: Yeh to kuchh nahin yaar,
jab maine pehli bar teri shakal dekhi thi to 3 din tak apni hansi nahi rok paaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Young generation ko sb se zyada tention kb hote ha? . . . . . . . .
Papers mein?? Nhy. . . . . . .
jb wo so kr uthen aur unka mobile unky pas na ho.
by haleema sadia (few years ago!)
Dukandar aorat ko kapre dikha dikha kar thak gya aakhir bola:Afsos hai k apko koi kapra psand nai aya
Aorat:koi bat nai
Me to wese bhi sabzi lene aai thi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Ki English
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baap Apne 6 Saal Ke Bete Ko Sulate Hue Bola.
Baap: “So Ja Beta Nahi To Bhoot Aa Jayega”
Beta: “Papa, Aap Logo Ko To Bas Romance Karne Ka Bahana Chahiye, Chahe Bachhe Ki Fat Jaye Bhoot Ke Naam Se“
by Pak101.com (few years ago!)
Memon Apne Kamre Ko Paint Ker Raha Tha..
Us ne Sirf Chhat Ko
"White" Paint Kiya..!
Aur
Baqi Deewaron Pe Likh Diya..
.
.
.
.
.
.
.
.
."Same As Above":
by Pak101.com (few years ago!)