Student
Father: Beta Maths mai kion Fail hogaye?
Kid: Teacher kehta hai 6+4 = 10
Aglay din kehta hai 5+5 = 10
Phir kehta hai 8+2 = 10
Wo khud confuse hain tu mujhe kia Pass karaingy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 522 views
Similar Jokes
Gareeb admi: Doctor sab mere paas paise nahi hain,
ap mera elaaj kar dein to kabhi apke kaam aunga
Dr: kya kaam karte ho?
gareeb admi: qabar khodta ho.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A sardar was giving with hot water to his hen,
A man asked him that why you are doing this?
sardar replies that now hen will give me boiled eggs
by Rao Nauman Waheed (few years ago!)
Height Of Embarrasment :
Man Sitting With his Wife in the Park
Another Lady Comes to his Wife and Says:
“Paise Pehly Le lena, ye admi Baad Mai Bahut Lafra Karta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ques: Wo konsi ek baat hai Jo Students hazaro'n saal pahly bhi kahty tay, Aaj bhi kahty hain, owr Qayamat tak kahty rahengay?
.
Ans: Bus yarr kal se parhayi shuru karunga
by inayat khan (few years ago!)
Dada ji: Puter mere ander sai daant le aa
Pota: Per Dada ji abhe khane ka time nahi hoa
Dada ji: Oh yar wo samne wali buddi ko smile pas kerni
by Mazhar Khan (few years ago!)
Mareez: Doctor Sahab, Aap ny jo Dawa Likh ker di thi,
Wo to Kahin nahi mili,
Pura Shehar Chhan mara hai..
Doctor: Ohooo,
Dawai to me Likhna hi Bhool gaya tha,
Ye to Mere Signature hen..;-p:-0
by lescol (few years ago!)
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Husband Wife Mai Larai Hui
Husband Ghar Se Chala Gaya
Husband: Raat Ko Fone Pay Khanay Mai Kia Hai
Wife:Zehar
Husband:Mai Dair Se Aoonga
Tum Kha Kar So Jana..
by Pak101.com (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)