Student
Friends! Mai apna mobile band kar raha hon,
kionke Exam qareeb hai
and I have to work hard
.
Please Contact me after
.
.
.
15 minutes
Tab tak study ka bhoot utar gia hoga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 808 views
Similar Jokes
1 Aadami Kabar pe Baitha tha
Musafir ne Pucha Darr Nahi Lagata?
aadmi-darne ki kya baat hai?
andar Garmi lag rahi to thodi der bhar aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kanjus k ghar mehman aaey hua y thay.
Kanjus: Thanda peo ge ya garam?.
Mehman: Thanda.
Kanjus: Rooh Afza ya Pepsi?.
Mehmaan: Pepsi .
Kanjus: Bottle mein peo gay ya glass me?.
Mehmaan: Glass me..
Kanjus: simple glass me ya design wala?.
Mehmaan: Design wala.
Kanjus: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.
Kanjus: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.
Kanjus: Sorry Yaar hamaray ghar me Aisa glass nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Indian Father Apne Beti Ke Shadi Ka Rishta Lekar Ladke Waalon Ke Ghar Gaya, Aur poocha Ladka Kya Karta Hai,Ladke Ke Father Ne Kaha Ladka IT Company Main Kaam Karta Hai.Ladki Ke Father Ne Poccha Software Engineer hai Kya. Funny Ladke Ke Father Ne Kaha, Nahi Wo To wahan Peon Hai
by Pak101.com (few years ago!)
light chali gayi
beta-papa torch do na
baap-le,padega kya?
beta-no papa frnd ko sms bhejna hai isliye torch
maang raha huin
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan dusre se:
“Zara car se bahir dekhna k
indicators kam ker rahe hain ya nahin..?”
Doosra pathan bahar dekh ker:
Han,nahin,han,nahin,han,nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola- hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar kesi larki ke ghar reshta mangny gia
.
Larki ke ghar walon ne kaha ke hamari baiti abhi parh rahi hai
.
Sardar: Koi bat nahi, mai 1 ghanta baad ajawonga !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pujariji Ko Dast Lag Gaye,Doctor Ke Pass Gaye, Aur Poocha
Precation Kya Karoon,Doctor Ne jawaab Diya Jor Se Sankh Mat Bajana
by Pak101.com (few years ago!)