Mr Funny ne apna Gadha bechna tha
Mr Funny ne apna Gadha bechna tha.
Mr Funny ne Hindi newspaper me advt di:
"Agar kisi ko kabhi kisi Gadhe ki zarrut ho to mujhe yaad karna. Mera mobile no hai: 981******."
by Pak101.com (few years ago!) / 840 views
Similar Jokes
Sardar: mere dada ny 1857 ki jang main dushman ki tangain kat dee thin.
Dost:
Grdnain q nai katin
Srdar:
Wo pehly he kti pari thi…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ke yaha tisri bar ladki huiTo usne elan kia ki BETA hua hai.Ek dost ne dekha to kaha- yeto ladki hai. santa:Munda niche se maa par gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Munay, aaj aasman se ek pari aye gi or tumhen aik choooti munni gift kar jaey gi.
Beta: O ja Abba, chawlan na maar, ammi nu jaldi hospital le k ja..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam kutte ka aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)
Boy: Mere dada ney 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat diye thhe. .
Dost: Gardanien kyun nai katein?
Boy: Wo pehle se he kati hui thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mr Funny ik TV showroom me jata hai.
Funny: Kya aap ke pas color TV hai? Salesman: Yes.
Funny: Mere ko ik green vala dena.
by Pak101.com (few years ago!)
adam: Hi darling!
Eve: Bolo.
Adam: Do you love me?
Eve: No, never.
Adam: Why?
Eve: abbe ! mere paas option kahan hai??? ( There is no other option!!!)
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)