Student
Question: What is the name of that only book which is liked by almost every student?
.
Ans: FACEBOOK
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 832 views
Similar Jokes
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye? 2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Halwai Sy: Tum Kitny Saal Sy Jalebi Bana Rahy Ho?
Halwai Bary Fakhar Sy 30 Sal Sy
Pathan: Bari Sharm Ki Bat Hy Tum Se Aaj Tak Jlebi Seedhi Nahi Bani,
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN LYARI me tha 1 building me aag lag gai
PATHAN fire fighter se:
tum logo ko nechey phainko main catch karo ga
Pehle 1 larka aya
phir 1 larki
phir admi
phir aurat
PATHAN ne Sab ko pakar lia
Phir 1 MAKRANI ka Bacha aya to PATHAN ne chor diya or bola
O bhai, Jo jal gaye hain, wo to na phenko
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Father: When I was a young man, girls knew how to blush.
Son: What did you say to them?
by Pak101.com (few years ago!)
Mother:Beta dhoop main khade kiya kar rahe ho
Son:Ammi paseena sukha raha hooon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 banda kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi:Yar ye AAHO kon Log bolty h
Sardr:Bhai ye Jo PeNdu unParh jahil Gawar LoO hoty h wo Bolty H
Admi:Acha Aap Parhy Likhy HeN
Srdar:AaHo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Building Ki 50vi Manjil Pe Lakdi Ka Kaam Chal Raha Tha
Ek Aadmi Bhaaga Bhaaga Aya Aur Chilla Ke Bola
Santa Tera Beta Accident Mein Mar Gaya
Ye Sunte Hi Santa Ne 50vi Manjil Se Jump Maar Di
35 Manjil Pe Jake Use Ehsas Hua: “Arey, Mera To Koi Beta Hi Nahi Hai”
20 Manjil Tak Pahunchte Pahunchte Use Khayal Aaya: “Meri To Abhi Shaadi Hi Nahi Hui”
Teesri Manjil Tak Pahunch Ke Uske Muh Se Nikla: “Shit, Main To Banta Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: yar jahaz jab urta he to uske gate q bnd ho jate he
Pathan: kafi der sochne ke baad
.
.
.
.
.
Yar koi juice ya kulfi wala na charh jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)