Santa: My wife and I never argue.
Santa: My wife and I never argue.
Banta: Not even when she is right?
Santa: I don`t know. That has never happened with me.
by Pak101.com (few years ago!) / 839 views
Similar Jokes
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
santa: Jab me chhota tha tab me is ped pe chad jata tha. banta: wo kaise? santa: tab ye ped bhi chhota tha na yaar...
by Pak101.com (few years ago!)
Manager ne aane wale se pucha: kya tumhe pata hai ki permission ke bina ander aana mna hai
Aane wala: Janab mein permission lene ke liye hi ander aaya hu
by Pak101.com (few years ago!)
1 choti bachi dukandar sy: uncle jab main bari
ho jaon gai to ap muj say shadi karin gay
Dukandar: mazak sy han bachi to ap apni hony
wali wife ko choklate nai 2 gay?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Larki Ne Aadhi Rat Ko Larke Ko Fone Kia Or Kaha K Ghar Aa Jaso Ghar Per Koi Nahi He
Larka Chala Gaya
Ghar Per Waqai Koi Nahi The
Tala Laga Hoa Tha
Ha Ha Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor apne dost se: yar soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon.
Dost: Yar tumhara khyal to naik hai magar yahan ka qabristan chota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
jang may pathan nay bullet proof jacket ki jaga machar dani pahan rakhi thee ....kisi nay pocha kio g pathan bola jis may say machar nahy guzar sakta goli kaisy guzary ga ,,,,,,
by atif majeed (few years ago!)
Lady Doctor: Tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar auraton ko kyon ghoorte ho?
Aadmi: Ji, aap hi ne bahar likha hai: Auraton ko dekhne ka samay 9am-11am.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar; mere pas bahut kapre hain par pehne k lye waqt nai milta
Admi;kia ap wazeer ho?
Sardar;nai me dry cleaner hon
by Sabir shah (few years ago!)
Opration se pehlay docter ne phoolun k har mangwae
mariz:ye kis lye?
Dockter:mera pehla opration hai agr kamyab howa to mere lye warna tere lye
by Sabir shah (few years ago!)