A peaceful death
When I die, I want to go peacefully like my Grandfather did, in his sleep - not screaming, like the passengers in his car.
by Pak101.com (few years ago!) / 983 views
Similar Jokes
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea .
Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea .
Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha . Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge .
Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga .
America : Tum jal jaega.
Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik makhi ganje k rar par ja baithi dosri makhi :wah! kia ghar mila hai
pahli makhi:abi to plot khareeda hai
by Sabir shah (few years ago!)
Parvati ji: Prabhu Aapka Trishool kaha hai?
Shiv ji: Rajnikanth le gaya hai!
Parvati ji: Kyooon?
Shiv ji: Noodles khaane ke liye!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Modern Heer – Mein tumhare ishq me barbaad ho
gai,
lut gayi, meri duniya rushwa ho gayi…
Modern Ranjha – To karmjali, mein kaun sa bank
managar ban gaya ;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teachar: Kya tum aisa kuch kar sakte ho jo koi aur nahin kar sakta?
GOLU: Sir, mai apni handwriting padh sakta hun
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Shadi ke waqt Dulha ko gorhy (horse) par kion betaya jata hai??
.
Student: Last warning di jati hai ky abhi bhi waqt hai bhaag ja….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Height of Shock
Maalkin – kya hoa tum 3 din kaam pe nahi ayi ?
Kaam wali – Mem saab maine to facebook pe status update kardia tha ke … ” Going to gaaon for 2 days ”
aapke husband ne comment b kia tha
” have a safe trip, come so0n honey ” :-P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Admi public toilet me betha tha achanak usy 7 waly toilet se awaz i,
kya hal hai?
Admi ghabra kr bola:
... Theek hon
Phir aawaz i,
kya kr rahe ho?
Admi:
Betha hon,
phir awaz i,
mai aa jaun?
Admi or ghabra ke bola:
Nai nai mai busy hon
phir aawaz i,
Acha yaar tumhe bad me call krta hn, abi koi ullu ka patha 7 wale toilet se meri hr baat ka jwb de raha hy
by Pak101.com (few years ago!)
Friends Are like “Priya Gold Biscuit” Haq Se maango
Girl Friends are like Pepsi Yeh Dil Maange More
Wife is like a medicine Bas Ek hi kaafi hai
by Pak101.com (few years ago!)
aaik pathan darwaza khol k naha raha tha
kisi ne poocha LaLa aisa kion karte ho ?
Pathan : yara ham ko shak he khamein darwaze ke neechey se koi dekhta he…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)