Pappu ek party mein gaya aur
Pappu ek party mein gaya aur waha usne 8 butter naan kha liye.
Kuch der baad toilet mein pet pakad ke ro raha tha bhagwan se request kar raha tha ki, “Hey bhagwan ya toh jaan nikal de ya naan nikal de!”
by Pak101.com (few years ago!) / 887 views
Similar Jokes
3 Friends Saath Mein Bethay They
1st One:
Yaar Main Itni Garam Chaye (Tea) Peeta Hoon K
Jaisay Hee Ketlee Say Cup Mein Nikalti Hai Mein
Peejata Hoon
2nd One:
Yeh Konsi Bari Baat Hai Mein To Ketlee Mein He
Tyaar Ker K Ketlee Mein Hee Peejata Hoon
3rd One:
Uhh.. Yeh Konsi Bari Baat Hai
Main To Muh (Mouth) Mein Doodh, Patii Aur
Cheenee (Sugar)
Daltaa Hoon Aur Gas Par Baith Jaatha Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa-Tum 1baar me kitne admi utha skte ho,
PHLWAN-kamse kam 10
Santa-bas,Tumse acha to mera murga hai jo subah
pure mohlle ko utha deta h
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jeeto: yelled at Santa! U're gonna b really sorry! I'm going to LEAVE you!
Santa: Make up ur mind! Which one is it gonna be?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Cricket Khel Kar Aaya, Daddy Ne Puchha.
Daddy: “Kitne Runs Banaye?”
Santa: “Bas Papa, Double Century Hone Mein 199 Runs Baaki Thhe, Ke Mein Out Ho Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Young Son: Is it true, Dad, I heard that in some parts of Africa a man doesn't know his wife until he marries her?
Dad: That happens in most countries, son.
by Pak101.com (few years ago!)
Chor ki biwi ne kaha: "ghar me raashan khatam ho gaya ha."
Chor ghussay say bola:
.
.
"Lay aaonga, pehlay dukaane tO band hone do.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:btao bacho urdu ki pehli senlint movie kon si thi?
Papu:sir jb filam silent me thi to ap ko kaise pata chala k wo urdu me hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Sharabi Raat Kay Waqat
Apnay Dost Kay Sath Jaraha Hota Hay
Rastay Main Talab Per Nazar Parhti Hay
Tu Us Main Us Ko Chand Dikhta Hay
Woh Apny Dost Say Kahta Hay:
Yaar Ye Kia Hay
Dost Kehta Hay Chand Hay
Sharabi Hairan Ho Ker
Yaar Hum Log Itnay Upper Aagaiy
by Pak101.com (few years ago!)