Premika ne aisi maang rakhi
S: Premika ne aisi maang rakhi k Maine Use chhod diya
B: Lekin uski Mange Kya Thi
S: Shadi Ki
by Pak101.com (few years ago!) / 1003 views
Similar Jokes
doctor ne mareez se kaha.main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor …..acha to main ap ko kal se 40 rupee ki dawai dun ga.
jis se ap ko roz ka 10 rupee ka fayda nazar aye ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor Pathan Se:
Khan Sahab Tumhara 1 Gurda
Fail Ho Gaya Hy,,.,,
Pathan Bola:
Kitny Numberon Se?;-)
by Pak101.com (few years ago!)
jab reshman jawan the
tb hum bache the
ab jab sheela jawan hai
to hum buhre ho gaye
qaim ali shah ro pare interview de kar sindh me
by Abdul Sami (few years ago!)
Aik dost(dosre se)main aj ehadkiya hay ke main aynda shart nahi lagaon ga. Dosra dost lekin tum esa nahi kar sako ge. Pehla dostshart laga lo.
by Abdul Basit (few years ago!)
Mariz: Dr Mere Paas Paise Nhi He,
Aap Mera Ilaaj Kar De To Kbhi Apke Kaam Aaunga.
Dr.-Kya Kaam Karte Ho?
Mariz- Qabar Khodata Hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Abdul Hannan (few years ago!)
Lady To Dukandar:Aisa Sabun Do Jo Kam Ghise Or
Nahane K Baad Chehre Pay Laali Laye.
Dukandar Naukar Sy:Madam Ko Ek Eent Ka Tukra
Day Do.:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan : ooy tere chote bhai ki mochain hain aur teri nahin.
2 pathan: is main kya bari bat hai,wo abbu pe gaya hai aur main ammi pe.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.
by Mazhar Khan (few years ago!)
OSAMA Nark me Yamraj se bola1 cal Kr Lu Pakistan?
Yam-Kar Lo.
OSAMA-Kitna Bill Hua?
Yam-Kuch nahi.
OSAMA-Q?
by Pak101.com (few years ago!)