Sardar Ki Aqalmandi
Sardar: Mai Tere 64 K 64 Dant Tor Dun Ga
Pas Khra 1 Admi Bola:
Sardar G Dant To 32 Hote Hn
Sardr:
Mje Pta Tha K Tu Beech Main Bolay Ga Tere B Mila K Bataey Hain
by Pak101.com (few years ago!) / 687 views
Similar Jokes
manish ko uska sasur jute maar raha tha anish :
Kyu maar rahe ho ise? Sasur : Maine ise Hospital se
SMS kiya.Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare
friends ko forward kar diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
an astronomer was watching the sky from his telescope.
Santa Singh was observing him, suddenly a star falls.
Seeing that Santa Singh shouted, “what a shot you made!”
by Pak101.com (few years ago!)
Famous Poet Robert Archer kehta hy
Insan apni khoobsurti, kapron or taleem se nahi pehchana jata.
Agr insan kisi cheez se pehchana jata hy to wo hy sirf
Original C.N.I.C
Hamesha apne pas rakho bhai halaat ka kuch pata nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Banta Se Tum Ne Mujhe Subha Se 2oo Miss CA|Lz Di Ha Kyon ?
Banta Wo Is Lye MA Tujhe BohatMiss Kr Raha Tha ...=P;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ka Padosi Mulla Ek Din Us Se Bola
Mulla: “Tera Birthday Kab Hai?”
Santa: “Agle Hafte, Kyu?”
Mulla: “Tujhe Parde Gift Karne Hai, Teri Wife Ko Tere Saath romance Karte Hue Dekh-Dekh Ke Bore Ho Gaya Hoon”
Santa Kuch Soch Ke Bola: “Tera Birthday Kab Hai?”
Mulla: “Agle Mahine, Kyu?”
Santa: “Tujhe Doorbeen Gift Karni Hai, Taki Tu Ye Dekh Sake Ki Wife Kiski Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bache ne apne pita se ek shadi smaroh mein pucha, papa shadi mein dulha dulhan ka hath kyun pakdta hai?
Pita ne lambi saans bhar kar kha-beta yhe to rasam hai khushti se phle pehelwan bhi akhade mein haath milate hain.
by Pak101.com (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi Pathan Se: Ghusal k Kitne Faraaiz Hain ?
Pathan: 3
Molvi: Shabash Kon Kon Se?
.
.
.
Pathan: Shampoo, Saabun Aur Toliya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Chiman: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunai deti hai,
aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Chiman: Phone karte waqt.
by Tanveer Hussain (few years ago!)