Weight Kitna Loose Huwa
Fakeerni:
sahab1 Rupya de de 3 din se bhuki hu,
sahab:
3 din se bhuki ho to 1 Rupye ka kya karo gi?
Fakeerni:
weight dekhungi kitna loose hua:-D
by Mazhar Khan (few years ago!) / 475 views
Similar Jokes
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi me agar kuch hasil karna ho to hamesha apne dimagh ki suno Agar dimagh se koi jawab na aaye to Dil ki suno Wahan se bhi koi jawab na aae to Anhken band kr k socho k “Ya-Allah kahin me
.
.
.
.
PATHAN to nahi?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by inayat khan (few years ago!)
1 student ne MBA ka form bharty howe 'Watchman' se pocha:
Janab ye university kaisi hai?
.
Watchman: Boht achi university hai, Mai ne bhi yahan se MBA kia hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aik sardar ghar me naach raha tha
us ki b.v ne pocha:q nach rahe ho?
Sardar:abi dawai pi hai bottle hilana bhool gaya tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Mouse To Elephant:
2 Din K Liye Apni Kameez Dena.
Elephant:
“Ha….Ha….Ha…..
Pehney
Ga Kya ??â€
Mouse:
Nahe,Beti Ki Shadi Hay,
Tent Lagwana Hay..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr
bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.."
1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne
ja rhe hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kar raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny
ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat
ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)