Chor ne apni mangetar ko
1 dafa 1 chor ne apni mangetar ko sonay ka set dia
Mangetar ne khush ho k pocha is set ki kemat kia
hai?
Chor ne jawab dia....:
Teen Sal Qaid e Bamushakat...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 608 views
Similar Jokes
Banta ek sadhu se bola: Baba, meri biwi bahut pareshan karti hai, koi upay batao.
Sadhu: Beta, upaay hota to main sadhu kyun banta?
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer phone pay: Hello pizza hut? Awaaz aaye: Yes!
Faqeer: 2 large pizza aur 1 coke bhej do.
Awaaz aaye: Kiss kay naam pay? Faqeer: Allah kay naam pay baba.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai. Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan hamesha Apne Mobile Ke Saath 1 Scissor
Rakhta Tha,
Kisi Ne Poocha??
“Khan Saab Ye Konsi Science Hai ?”
Pathan: : O Yaara Kabhi Kabhi Call Katna Bhi Par
Jata Hai Na.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Funny Pandit Ji: Raat mujhe ik admi ne CHAKU dikhakr loot liya.
Friend: Lekin tumare pas to Gun hoti hai.
Funny Pandit Ji: Wo maine chupa di
warna wo bi loot leta !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
The best way to see the good work of a government is to love his party personally
by Abdul Sami (few years ago!)
A donkey kicked sardar & ran away, sardar ran to catch the donkey.
He saw a zebra and started beating it and said, ‘Sala tracksuit pahan ke dhoka de raha hai’.
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Apne Boyfriend Ko Kehti Hai.
Girl Friend: “Jaanu Mein Apna Purse Gar Bhul Aayi Hoon Mujhe 1000/- Rupaye Chahiye”
Boy Friend: “Sach Mein Dost Hi Dost Ke Kaam Aata Hai, Lo 20/ Rupaye, Riksha Kar Or Ghar Se Purse Le Aa“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan rat k andhere me qabaristan me ghus gia
jab 45 min bad dosri taraf se ja nikala to pasina ponjhte howe kaha ye kon sa road tha itne jumps
by Sabir shah (few years ago!)