Funny
1 Bazurg kisi abadi se guzar rahy thy unho ne dekha ke puri abadi main sirf 2 ghar aise hain jo chand ki tarha chamk rahe hain.
Wo isi tajassus main dusre din b isi abadi se guzray aur wohi manzar dekha, unhon ne logon se pouchha ye kia raz hay.
Logon ne unhen bataya ke ye ALLAH ke wo banday hain jinhon ne ..
UPS…lagwa rakha hai.: subHan Allah
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Pathan apne Baap se: Main ne riazi mein so mein aathanwe number hasil kiye hein.
Baap herat se:Baqi do number kon leh geya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
After watching the PEPSI Ad,
A Boy suddenly started kissing his Girl Friend.
Girl Friend:ye kia ker rahay ho?
Boy
.
.
DIWANO KO IJAZAT NAHI CHAHIAY PIAAS BUJHANAY KI
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife to Hubby : Mein tumhari jindagi ki kitab hoon.
Husband : Yehi to afsos hai.
Calendar hoti to har saal change to kar leta!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka hardin subha 10 ek ped ke upar chadta tha aur sam 4 baje niche ata tha.
Ek din aur ek adme us ladka ko pucha betj har din tu esa kyun karta hai.
Us ladka ne bola me 'MBA' Kiya hun isliy branch maneger hun
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Rozana
CHeeNi Ka Dabba Kholta Or Band Kar Ke Rakh Deta.
Why.?
Q
.
Ke Doctor Ne
Kaha Tha Ke
Rozana Apni
SuGaR Check
Kya Karo...!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Aj main apni class
di sab tu sohni kuri phasai
ae.
Friend:O kiwein?
Sarder:class Lagi c..
Mani kaghaz da jahaz
bana k uda dita
O teacher de nak te ja
wajeya.
Oney Ghusey wich pucheya
k ae kinnay keeta?
Main os kuri da naa laa dita
phas gayi vichaari
by tanveer hussain (few years ago!)
Anath Ashram Manager to Bania:
Sethji, aap hamare anath ashram ke liye kya kar sakte ho ?
Bania: Mein anath ashram mein apne 4 bachhe bhej sakta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Laziness Is The Mother Of All Bad Habits...
.
.
.
But Ultimately She Is A Mother,
...And We Should Respect Her... ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
WiFE: aaj koi aisi baat kaho k me khush bhi ho jaon or jal bhi jaon,
Husband: tum meri zindagi ho Or Lannat hy aisi zindagi par.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:-I will die.
Husband:- I will also die.
Wife:-tum kuen mero gay?
Husband:- because I can't bear that much happines
by Pak101.com (few years ago!)