apni sas lagti hai
Jab jab hume pyaas lagati hai,
Unke aane ki aas lagti hai,
Unki diwangi mein hum ho gaye itne diwane ki,
Har ladaki ki maa apni saas lagti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 813 views
Similar Jokes
Teacher;ye bacha tmhara kia lagta hai.
Sardar;ye mera door ka saga bhai hai.
Techer;wo kaise
Sardar;is k aur mere darmayan me 6 behan bhai hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Munna- Aey Circuit, ladki ko patane ke liye kya karne ka?
Circuit- Simple bhai, "Minto Fress" khane ka.
by Pak101.com (few years ago!)
2 ullu ped par ulte tange the
.
.
.
.
acchanak unme se 1 sidha khada ho jata hai
.
.
.
1st ullu - kya hua?
2nd ullu - kuch nahi chakkar aa gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Wife to Santa : “You don’t love me at all”
Santa points towards their five children and says“Do you think I donwloaded them from google”
by Pak101.com (few years ago!)
Bubbli:
Maa aj me ne ek larke ko
Bewakoof bnaya
Anti Misba:
Wo Kese?
Bubbli:
Main ne us ka 500 ka note
Apni sandal me chupa lya
Ur wo 2 ghante meri brazier mei
Dhoondta rha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar to pathan!
yar jahaz jab chlta hai to us ka
darwaza q band hota hai?
pathan”
kafi dair sochny k bad.
yar koi (juice) wala na char jay.
by Pak101.com (few years ago!)
1 ladki COKE pi rahi thi,
achanak usme se 1 Machar nikla or bola "MAA"
Ladki-Me teri maa nhi hu.
Machar- Aisa na bol maa me teri COKE se nikla hu.
by Pak101.com (few years ago!)
25 Sardar
train k piche bhag rhe the
.
.
... .
24 Chad gaye,
toh train me logo ne kaha.
.
.
.
.
.
WellDone guys
..
.
.
Sardar-Kya Khak WellDone
kamino, :@
.
.
.
.
Saala jana to usko tha
hum to sirf choodne aye the...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Sabaq Parh Sadaqat ka Amanat ka Shujaat ka..
Sardar : Lo, kar lo gal,
Apna Yaad nai honda tay hun inna 3naa da vi yaad kariye,
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Yaar tune apni Biwi ko Talak kyu diya?
Sardar:Yaar wo badi character less thi.Shaadi
mujhse ki aur Baccha Bhagwan se mangti thi
by Tanveer Hussain (few years ago!)