Angrez
Angrez: Tum logon ne minar-e-pakistan kasie khara kiya?
Pakistani: HUm ne isey banaya aur is ka munh HEERA MANDI
ki taraf ker diya ye khud he khara ho gaya
by Mazhar Khan (few years ago!) / 563 views
Similar Jokes
Ek bar kuch banda
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Kisi Larki Ke Ghar
Rishta Le Kar Gaya,
Larki Ke Maa Baap:
Humari Beti Abhi Parh Rahi Hai…
Pathan: Koi Baat Nahi,
Ham Ghante Baad A Jaega…!
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer: wat d difference in mobile & ladline?
santa: ladine ka no hum ungli se dail karte hai mobile ka anguthe se.
by Pak101.com (few years ago!)
Amitabh Public Toilet Me Se Pura Bhig K Aaye,
Jaya:
Aap To Susu Krne Gye Thay?
Amitabh:
Jaise He Mai Ander Gya,
Koi Bola "BIG B"
Aur Sab Meri Taraf Ghum Gye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher- Whats Ur name?
Boy- Hola.
Teacher- Ye kaisa Naam h?
Boy- Main Holi ke din paida hua tha na.
Teacher- Thnx God
Ye Lodi ke din nahi paida hua!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ab rishty wale ap ko dekhne aayen to apne mu par meezan ka oil laga dena,
kiun k
har cheez meezan me achi lagti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Ne Apni Qaza Namaz Adaa Karny ki Socha
Namaz se Pehly Pathan Ne Onchi Awaz Mai Niyat Ki
2 Rakat Namaz Qaza Fajar
7 June 2009
5:20 Purana Time.
ALLAH O AKBAR
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband: Kya tum ne mujhe Kutta kaha ?
Wife didn’t answer.
Husband again asks: No answer. Then he asks again.
Wife: Nahi kaha, Plz ab bhonkna band karo.
by tanveer hussain (few years ago!)
Boy: agr ma mar gya to tum dusri shadi kar lo gi?
Girl: Nhi ma apni bhen k pass reh lu gi.
Girl: Agr ma mar gai to?
Boy: Ma b Tumhari Bhen k sath reh lu ga ..
by haleema sadia (few years ago!)