Sardar
Sardar orders pizza.
Waiter : Sir shd i cut it into 4 pieces or into 8 ?
Sardar: 4 hi karde 8 khaye nahin jayenge.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur
uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Bus stand jane k kitne paise?
Rikshwala 10Rs
Santa: 2Rs mein chalega.
Rikshwala 2Rs kaun le k jayega?
Santa baith piche me le jata hu
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai
estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko
mun se lag kar nal chalo kia tu mere
mun mai pani agia
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 bacha road pe kuttay ko le ja rha tha
1 Police wala hanste hue
Beta apne bhai ko kahan le ja rhe ho?
Bacha
Police me bharti krwane.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Dozkh Se Nikla
Chupke Se Janat Me Gia
Farishtay Ne Bohat Mara
Pathan:
Oh Bhai Main Janati Ho
Main Dozakh May Gul Khan
Se Naswar Lene Gya Tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Patni Gusse Me- Aaj Ke Baad Mai
Tumse Baat Nahi Karungi
Pati- Kyu Tum Gungi Hone Wali Ho
Patni- Nahi,Tumhe Behra Karne Wali Hu
by Pak101.com (few years ago!)
A serious thought
umar ki raah mein jazbaat badal jaate hai
Waqt ki aandhi mein halaat badal jaate hai
Sochta hoon kaam kar kar ke record tod du
Lekin kambakht salary dekte hi khayaal badal jaate hai
by Numan Malik (few years ago!)
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to azaab hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne oxford universty mein 1st Positon li News channel walu ne pucha
K ab kia kro gay? Pathan
bachpan se aik khuwab hy
k hum apna tandoor khole GA.
by Pak101.com (few years ago!)