Ek police Inspector ke ghar
Ek police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar mein chori ho rahi hai.
Police Inspector: Mujhe sone de, main iss time duty par nahi hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 767 views
Similar Jokes
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8
baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu
par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Pandu Ji Se Puchta Hai: Yaar Tere Ghar Latrine Bani Hai?
Pandu: Haan, Kyu?
Santa: Aisi He, Mere Ghar To Kadi Chawal Bana Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Punjab Police ka jalwa...
Santa Taalaab me nanga naha raha tha..
Police-Chal oye baahar aakar kapde pehen le teri Talaashi leni hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani Awam Ki Insaniyat K Liye
3 Khidmaat Aesi Hain K
Dunya Main Koi Hamara Muqabla Nahi Kar Sakta.
1. Bhai Motorcycle Ka Stand Utha Lo.
2. Bhai Bike Ki Head Light Band Kar Lo.
3. Bhai, Baji Ka Dupatta Utha Lo, Wheel Main Na Ajaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Dost ko 3 Bar call kiya
Us ne Phone Nai Uthaya I messaged him:
Call urgently, she wants your number
ab voh mujh 20 bar call chuka hai aur mein
phone nai utha raha ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:Y do u prefer prepaid connection over
postpaid?
Banta:Prepaid me bahut fayda hai,
isme call k baad bill badhne ki bajaye kam hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Panjabi Bus Me Ek Molvi Ko Dekh K Dartey Dartey Pochta He,
Molvi Sahab Tussi
.
.
“Dam Darood Waley Ho Ya Bam Barood Waley”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:Main fail hona chahti hon
Boy:Kyun?
Girl:Ammi na kaha hai 1st ai to Sceince Dilwaengi
2nd to arts.Agar Fail ho gai to SHADI Kara Dungi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)