Manager what is your
Manager: what is your qualification?
Santa:- Sir, i am PHD.
Manager:(Shocked) what do u mean by PHD?
Santa:- Sir Passed Highschool with Difficulty...
by Pak101.com (few years ago!) / 988 views
Similar Jokes
Police:darwaza kholo tmhari bivi truck ke niche aa kar paper jaisi ban gai hai.
Sardar:pher darwaza kholne ka kia faida gate k neche se de do
by Sabir shah (few years ago!)
Husband aur Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya,
Wife nay pocha, Koun Thi Wo?
Husband:- Tum dimagh kharab mat karo,main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi
by tanveer hussain (few years ago!)
ek dihati nay "A" say "Z" tak angrazi(english)
k horuf(words) yaad karliya.
ek din os ki mulaqat ek shahri say huvi.
os nay shahri say pucha,
"tom kitnay paday ho?"
shahri nay kaha"BA" tak,
dihati ye sun kar hansa aor kaha "wah baboo,
do harf padliya aor wo b ultay
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek padosan Ne Sunita Se Kaha:- are sunita gajab Ho Gaya.dekh to Pados Ki do Auraten teri Saas ki pitaai kar Rahi Hain.
Sunita padosan Ke Sath chat per Aayi Aur chhupkar pitaai Dekhane Lagi. padosan Ne Pucha, Aap Madad Karane Nahi Jayengi ?
Sunita - Nahi nahin do Hi bahot Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Captain: Nau jawano aage bado
Santa age nai bada
Captain:Tum age kyu nai bade?
Santa:Apne kaha 9 jawanon aage bado,Me 10 ve
number
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta:"Mom, Love marriage karne se ghar wale naaraz hote hain kya..?"
.
.
Maa:"Tu zaroor kisi chudail ke chakkar mein hoga,
aur ye sab tujhe usi
daayan ne kaha hoga....
Ladkiyan to bas ladkon ko phansane mein hi lagi rehti hain.. Jahan Acha Ladka dekha
shuruho gaye...
Beta in se bach ke rehna ye bahut makkar aur KAMEENI hoti hain, aur inka to khandan bhi…........"
Beta:"Bas maa, aisa kuch nahi hai,
Wo to Daddy bata rahe the ke Aap Dono ki Love marriage hui thi..":D =))
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bazurg kisi abadi se guzar rahy thy unho ne dekha ke puri abadi main sirf 2 ghar aise hain jo chand ki tarha chamk rahe hain.
Wo isi tajassus main dusre din b isi abadi se guzray aur wohi manzar dekha, unhon ne logon se pouchha ye kia raz hay.
Logon ne unhen bataya ke ye ALLAH ke wo banday hain jinhon ne ..
UPS…lagwa rakha hai.: subHan Allah
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOY to GIRL : “Look Into my eyes, what do u see…?
.
GIRL: True Love !!…
.
.
BOY : Oo Juliet Ki Amma .. !!!
kuch aankh mein chala gaya hai Jaldi nikaal……
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa kissed his GF in park
Gf: Plz ye sab shaadi se pehle maat karo
Santa: Oh Soniye Don't worry I'm married
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:Ap bilkul mairi 3 bewi ki tarha lag rahi
ha.....
Girl:Oh Really!!!
Doctor:yes
Girl:waisa ap ki ha kitni beewiya?
Doctor: 2...........
by Tanveer Hussain (few years ago!)