What is difference
Teacher: What is difference between 'Love Letter' and 'Exam Paper'?? ;)
Student:
LOVE:
Hazaaron Khayal, Jinhe Lafzon main nahi Likh Paatay..
.
.
.
.
.
EXAM:
Hazaaron Lafz Likhne Parte hain, jo Khayalon main bhi nahi aatay!!:D
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 614 views
Similar Jokes
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl: Peer ji.. Mere 2 Affairs hain.. Un Dono mai kis k sath Shadi hogi??
Wo khushnaseeb kon hoga??
Peer: pehle se Shadi hogi aur doosra Khushnaseeb ho ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Lady doctor: tum roz subah clinic k bahar khade ho kar aurto(Lady) ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Modern Sali Ne Usko Office Jate Waqt Kaha
Sali: “See You In The Evening”
Santa Gusse Mein: “Main Bhi Tujhe Dekh Lunga Saali, English Mein Dhamki Kisko Deti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Sach or Veham mai kiya farq hai?
Student: Ap jo hamain parha rahi hain wo sach hai, laykin hum sab parh rahay hain ye apka veham hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Admi Santa Se: “Kya Apne Kisi Se Pyar Kiya Hai?”
Santa: “Haan Kiya Hai Par Jab Bhi Us Se I Love You Kehta Hoon, To Wo Bolti Hai I Love You 2 Pata Nahi Ab Ye Sala Dusara Kaun Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
tum meray liye aik Mobile ki tarah ho,
khwab mein attay hoo SMS ki tarh,
Dil mein bs jatay hoo Ring Tone ki tarah,
mohabat tumhary hai Balance ki tarah ,
hum ko bhoool na jana Network ki tarah.
by Mazhar Khan (few years ago!)
SANTA Ur Son Is Dead
After Hearng dis
Santa Jumps Frm50th Flor
35Flr He Realizs:I Dont Hav Son
20Flr:I m Not Marrid
&
3rdFlr:SHIT I m Banta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)
by Abdul Sami (few years ago!)
ssalam-o-alikum!
“Lahore,” Bahawalpur, Ør Us K MùZäFäT Me
Light janay Kä WäQt HùÄ chähTä Hä.
BäQì LöG ApÑè Äpnè Mäqami WÄqT k MùTäBq government ko galiyan dain
by Abdul Sami (few years ago!)