Nikama student
Teacher:ap class k sab se ziyada nikame student kiun hu
student:miss kiun k mujh se nikama school chor gia hai
by Sabir shah (few years ago!) / 817 views
Similar Jokes
Santa Banta di fighting ho rahi si.
Santa: Tere dimag vich gobar bharya hoya hai.
Banta: Tahi te tu 2 ghante to chatti ja reha hain.
by Pak101.com (few years ago!)
u so drunk u gave a mushroom to a midget and kept yelling GROW MARIO GROW!
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Ek Mental Hospital Mein Saare Pagal Ro Rahe The.
Ek Pagal Chup-Chap So Raha Tha.
Doctor Ne Puchha: “Tum Kyun Shanti Se Soye Ho?”
Pagal: “Main Mar Chuka Hoon, Isliye To Sab Ro
Rahe Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
1 Chuha sharab ke drum me gira.
Nikal ke mast ho kr soyi hui billi k muh pe laat maar k bola.
"Uth Munni
aaj ye chulbul tera mujra dekhne aaya he
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Ne Apne Premi Ko Ek Din Dukhi Man Se Bola
Ladki: “Main Maan Banne Wali
Hoon”
Ladke Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Bola: “Nahiiiiiiii”
Ladki: “Oye Pagal Main Teri Maan Banne Wali Hoon, Tere Baap Ne Mujhe Purpose Kiya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan shadi ki raat ko room mai gaya to dulhan ne doodh ka glass diya aur romantic awaz mai pucha: "Aur Kuch?"
Pathan: Haan baji, agar Tiger Biscuit bhi mil jaye to maza ajaye !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladki par hath uthaye to zalim;
Ladki se pit jaye to namard.
Ladki ko kisi ke sath dekh kar... lade to jealous;
Chup rahe to begairat.
Ghar se bahar rahe to awara;
Ghar me rahe to nakara.
Bachcho ko dante to buzdil;
Na dante to laparwah.
Biwi ko naukri se roke to shak karne wala;
Na roke to biwi ki kamai khane wala.
Aakhir bechara ladka kare toh kya kare.... ??? Mard Ko Bhi Dard Hota Hai...
by WAQAR (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to?
Banta : Illeagal
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)