Funny


Africa kai aik jungle mi aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”

by HAQ (few years ago!) / 891 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Santa- Apne Bal ko to Dekho

Santa- Apne Bal ko to Dekho,
Jaise Ghas Ugi Ho.
Banta- Tabhi toh Main Soch Raha Tha
Ki Mere Pas Ye Jaanwar Kyo Khada Hai.?

by Pak101.com (few years ago!)
pathan & film

# Pathan: Yar Kal Abba Ne Bohat Mara.

2nd Pathan: Kyon?

1st Pathan: Kuch Nahi,

Main ne Bas Itna Poocha Tha,

“Kaminey” Film Dekhne Chalen

by Abdul Hannan (few years ago!)
Tum ne faqeer ko Q mara?

Policeman: Tum ne faqeer ko Q mara?

Pathan: Hum ne ise baar bola tha ke hum aisa waisa aadmi nahi hai,

Phir bhi ye bolta hai"
Aik baar de dey baba, phir nahi aaonga.."

by hearthackervsgirls (few years ago!)
pathan & pilot

Pathan: Maa hum bara ho kr pilot bane ga

Maa: beta muje kaise pata chalega k ye

mere betay ka jahaz ha???…

Pathan(bara soch kr): hum guzarate waqt

ghar pe bomb

phenk dia kare ga

by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan ny Medical Store

Pathan ny Medical Store se dawa li,

Or Store walay se kaha :
"Cheeni bhi Do."

Shopkeeper : Cheeni yahan nahi milti?

Pathan : Hum Pagal nahi hai, Parha Likha Pathan hai,

Dawa pe likha hai,

"Sugar Free"

Tumhara to Baap bhi Dega...:-)

by @irha@ (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya

1 sardar rail ki patri per so gaya . 1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!

Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?

by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan

aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa

Wo boli aap lakhon main aik ho

pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain

by Pak101.com (few years ago!)
Basanti: Bhaag Dhanno bhaag

Basanti: Bhaag Dhanno bhaag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai.

Dhanno: Tujhe apni padi hai, meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hain :o

by Pak101.com (few years ago!)
pakistan :P

In USA after rain,

the water disappears in 5 mins.

In Pakistan, afer rain,

the Road disappears in 5 mins.

by @irha@ (few years ago!)
Based on the telenor ad

Based on the telenor ad:

Biwi: Suna hy catch ch0rnay k mamlay me aap baray dil phenk thay..ap k bhai umer akmal bta rahay thay

Der raat tk sattaybaz0n k sath bethe rehte the..ap ki ammi ko call ki thi wo bta rahi theen..

Kamran: kya sara credit aj hi khtm krdya?

Biwi: Ahan…

Han tou yeh r0ss tayl0r k0n tha

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook