Aaj Khana Tumhari Maa Ne Banaya Hai Kya
Pati- Aaj Khana Tumhari Maa Ne Banaya Hai Kya
Patni- Haa, Par Tumhe Kaise Pata Chala
Pati- Roz Khane Me Kale Baal Milte Hai, Aaj Safed Mile Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 910 views
Similar Jokes
Girl:”Is dress ka kya price hai.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”Sirf 5 kiss,
.
.
Girl:”Aur us dress ka.. ??
.
.
.
Shopkeeper:”10 kiss..
.
.
.
.
Girl:”Dono dress pack kardo, bill daadi
dengi..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Admi:
Tumhari shadi kis se huwa?
Santa:
Hamara 1 aurat se shadi hua huwa
...
Admi:
Bewakuf kabhi kisi mard se bhi shadi hoti hai?
Santa:
Han hamara Behan ka huwa hai
by Pak101.com (few years ago!)
I am looking for a bank
which can perform two things
for me
Give me a loan, and
then leave me alone
by @irha@ (few years ago!)
IIT Exam, Santa got 1 question
Proove : SIN X = 6N
Santa cancelled 'N' from both the sides.
Then SIX = 6 & wrote "Kuch to standard rakha karo IIT ke questions ka"
by Pak101.com (few years ago!)
Mutahin Saheb aik lamhey kay liye kamra imtehan se baher gaye wapis aaye to dekha keh imtahan dene waley chand bachey aik doosrey kay sath baith kar aapus main batein karrahey hain. Mutahin nay foran qareeb aakar poocha yeh kia ho raha hai. Aapni aapni jagha se kiun uth kar yahan aagaye ho? Percha aapas main batain ker ke kiun ker rahe ho.
Bachon mein se aik ne jawab dia hamarey sir ne kaha tha kay har kam aapas mein mil jul kar karna chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Agar 2 peepal ke darakhton ko ek rassi se baandh diya jaye to us rassi ko kiya kahenge?
Student : Us rassi ko kahenge “NOKIA- Connecting Peepal"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor to Old Man!
Baba ji Aapki Neeche Wali Dono
Golian Nikaalni Paraingi..
Baba: Nikaal lo Beta.’!
Jab Bandooq hi Nahi Chalti tou goliyan kis kaam ki
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan:
can u translate the following sentence in a single English word?
Moti larki intezaar kar rahi hai?
Pathan: Motivating
by haleema sadia (few years ago!)
A MEMON MOVIE
Hero: Hamja
Heroin: Julaika
Villain: Ghaffaria
Ghaffaria Julaika Ko Utha K Le Ja Raha Hay
Aur Wo Chilla Rahi Hai:
“Meekay Bachaai Hamjaa
Meekay Bachaai!”
Hamja:
Julaika! Aon Natho Achi Sakno..
Dukan Te Bo Rush Hai!:-D
by Pak101.com (few years ago!)
"True FacT"
Duniya Ke Best
"MAA"
To Har
BETAY Ke Pass Hoti Hai.
Lekin
Duniya Ke Best
'BIWI'
Pata Nahi
PAROSI Ke Pass Hi Q Hoti Hai...!
by Mazhar Khan (few years ago!)