Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 702 views
Similar Jokes
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumhari.
Rabri: Laloo Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:- Translate This Punjabi Sentence Into English . .
Teacher:- Translate This Punjabi Sentence Into English . .
Ethay Tey Anni Peyi Hoyi Aey.
.
.
.
Sardar: A Blind Girl Is sleeping here ! ;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Message by Confused Alarm Clock to Dear Human, . . . . . . .
You get Mad when I wake you up & you also get Mad when I don't wake you..
"What is that you Exactly want from ME?" ..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar pappu k saamne sher aa gaya…
usne upar dekhte huye kaha:
“bhagwan, main to mar gaya”
Us din bhagwaan ji bhi mast mood mein the,
Upar se awaaz aayi:
“ek patthar utha, aur sher k sarpe maar de”,
Pappu ne patthar uthaya aur sher ke sar per maar diya,
Phir upar se awaaz aayi :
“Beta, mara to tu ab hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Kutte Engg. College join Kyu Nai Karte ??
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyunki Woh Pehle Hi Kutto Ke Zindagi Jee Rahe Hote Hai
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho…..
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do
by Pak101.com (few years ago!)
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
Logo Ki Biwion Ko Paas Bitha Kar Pati Ke Marne Ke Faide Batate Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Apni Qaza Namaz Adaa Karny ki Socha
Namaz se Pehly Pathan Ne Onchi Awaz Mai Niyat Ki
2 Rakat Namaz Qaza Fajar
7 June 2009
5:20 Purana Time.
ALLAH O AKBAR
by Abdul Hannan (few years ago!)