Pathan
Pathan: Wo jo table pe admi betha hai us se hamara dushmni hai
Frnd: Table pe to 4 admi hain
Khan: Wo jis ki mochen hain
Frnd: Mochen to sub ki hain
Khan: Wo jis k sufaid kapre hn
Frnd: Wo to sb k hi hn
khan ne gusse me pistol nikala or 3 admion ko mar kr bola
Wo jo reh geya he wo hmara dushman hy:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 831 views
Similar Jokes
Father: Beta result ka kia howa?
Son: Dad 1 Good News hay owr 1 Bad News
Father: Good News batawo
Son: Mai pass hogia hon
Father: Excellent, ab Bad News batawo
Son: Good News galat hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jotay khane k tum he ustaad nhi ho ARBAB….
Suna hai is zamanay mei koi BUSH bhi hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan :
Ye FRIJ kitne ka hai ?
Dukandar :
Hm pathano ko koi cheez nhi bechte.
Pathan after 1 month clean shave or 3 piece suit pehn kr gya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo kon si stution hai jis me mard 15 min me thak jata hai aur aurat sochti hai karta rahe
nai pata
shoping o bhai teri soch ko salam
by Sabir shah (few years ago!)
The most funniest situation in student's life:
.
When we have no idea what to write in paper and supervisor comes and say "wind up your papers"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: Bade Zalim hain teri Gali k bache.
Girl: kya hua..
Boy: Kutte piche laga k kehte hain,
PYAR KIYA TO DARNA KYA.
by Pak101.com (few years ago!)
Jab light ho out of control
Taar ko TU kar ke goal
Taar ko TU kar ke goal konda lga ke boal
AaaaLL IS WELL
K.e.s.c kya janey kunda kahan hoga???
Tv,fridge or fan bhe tera on hoga
Tar utha Kunda laga
Kunda laga k bol bhayya
AAaAaAL IZZ WELL......
by Raju (few years ago!)
Kisi unknown number se Pathan ko sms mila:
"Agar tum zaheen ho to Rs.200 ka balance bhejo, aur agar hoshiyar ho to Rs.300 ka balance bhejo."
Pathan ne us number par Rs.500 ka balance bheja aur likha:
"Hum zaheen bhi hai aur hoshiyar bhi,ainda hum ko challenge na karna!"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sakht Garmi Ka Time Tha Aik Buzurg Amrood Baich Rahy Thay.
Aik Larka Aaya Our Poocha:
Chacha Jee, Amrood Main Keera Tou Nhi?
Buzurg Nay Bohat Pyara Our Mutma’in Karnay Wala Jawab Dya K:
Beta Ye Amrood Ha, Teri G****d Nahi… :O :D :P
‘(‘.’)’
_/\_ Chacha Zindaabad…
by Mazhar Khan (few years ago!)