Oye kion jhoot bolta hay
1 banda bhagta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!) / 887 views
Similar Jokes
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jis din se us bewafa ne mujhe chora hai
dost
us din se mobile ki battry 3 ,4 din aram se chal jati hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan dost is pankhe k neche baithu sawab mile ga.
Dost:wo kaise?
Pathan:ye hum masjid se utar k laya hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Agr 1 Hathi Sui k Surakh me se guzarne ki koshish kr rha ho
to usy rokny k lie kia krna chahye?
Pathan: Us ki dum pe girah laga do, phans jae ga
by Pak101.com (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend
by Pak101.com (few years ago!)
Jo insan itne garmi main
bhi tameez se baat karay
wo waqai tameezdaar hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan was Weeping:
Man: Kyon Ro rahe ho?
Pathan: Meri Murghi Mar gai.
Man: Mera Baap Mar Gaya Magar main to Nahi Roya.
Pathan: Oye Tera Baap kya Anday Deta tha
by Abdul Hannan (few years ago!)
How did Santa tried to kill a bird??
He took it to the top of a building and dropped it
from there to die.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ne apni shadi main Rukhsati k waqt
~
Roti hoi saali ko chup karwaty howy kaha
~
"o yaara rota kiyun ae,
Jaisa tumhara behan waisa hamara behan. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki amma maar gayi.
Ek aadmi bola – amma mujhe bhi le jati apne saath.
Do char aur bole – haan amma hume bhi le jati
Santa Bola – Chup ho jao gadho.
Amma kya sumo karke gayi hai??
by Pak101.com (few years ago!)