Neend Bahut Ati Hai
Ak aadmi dusre aadmi se bola:
1 aadmi : kash mujhe pyar ho jaye,kash mujhe kise se pyar ho jaye
2nd aadmi:are kya, to pagal ho gya aisa kya bol rha hai
1 aadmi : yaar log kehte hai na ki jab kise ko pyar ho jaye to uske rato ki neend aur din ka chain ud jata hai ,esliye keh rha hu ki mujhe kise se pyar ho jaye,sali mujhe to neend bahut ati hai....
by Pak101.com (few years ago!) / 1079 views
Similar Jokes
Chaman: Papa, aaj mummy ko kya hua itna chup kyun baithi hai?
Papa: Kuch nahi beta, mummy ne lipstick maangi thi meine fevistick de di….Chutki Mein Chipkaye
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki 2 Beveyan Lar Pari..Aik Boli K Aaj Sunday Hay.Or 2sari Boli Ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa K Bola
Hum Kya Pagal Hun. Jo Juma Parh K Aya Hun?
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Sheikh ki wife beemar thi,
Light nai thi candle jal rai thi
Shkh: Doctor ko lenay ja ra h0on,
agr tumhe lagay k tum nai bachogi to yad se candle bujha dena..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of this bird by seeing it’s legs only?
Sardar: I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Sasural Gaya
Uski sasu ne use 7 din tk subeh-sham Palak ka sag khilya
8ve din pucha kya khaoge
Santa- khet dikha do khud hi char Aunga.
by Pak101.com (few years ago!)
LAALU JI EK MAHINA BUSH SE TRENING LEKAR VAPAS AAYE.EK DIN PHONE AAYA.LAALU JI BOLE.
"who are u"
BUSH NE KAHA.
ARE SASURA HUM BOL RAHA HOON BUSHVA?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ki bibi kho gaye.
Ram mandir mein jaakar prarthana ki.
Ram bhagwan prakat huye aur bole:
“Beta, baju mein hanumanji ke mandir hai,waha jake pukar.”
Kyoki meri bibi kho gaye thi, to unhi ne dhunde the.
by Abdul Sami (few years ago!)
Boss(Gusy Se):
Ye Tum Itne Chote Chote Kapre Q Phnti Ho
Secretary:
Kya Krun Itni Salry Me Itne Hi Chote Kpre Atey Hen
Boss
by Abdul Sami (few years ago!)
Shikwa hamein manzoor nhi…
Aaj na koi bahana hoga …
Aap ko hamari khushiyoun ki qasam…
Next saal aap ko Nahana hoga
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aap Pagal Ho Urdu Funny Jokes Ap”P.A.G.A.L” ho . . . . Ghussa nahi krna mere pas proof hai k ap P.A.G.A.L ho . . . . . . . P=pyare A=ache G=Great A=anmol L=lovley kaha tha na PAGAL ho
by Mazhar Khan (few years ago!)