In bio practical
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of this bird by seeing it’s legs only?
Sardar: I don’t know.
Examiner:You failed, what’s your name?
Sardar:See my legs & tell my name!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1003 views
Similar Jokes
Sardar Ji and Computer
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Son :
Papa Kya Aap Kabhi Egypt Gaye Ho?
Papa :Nahi, Par Kyu?
Son : To Fir Aap Itni Khofnak Mummy Kaha Se Laye ?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mene Kal SANIA MIRZA Se Phone Pe Baat Ki
Banta: That’s Great Yaar..
Usne Kya Kahaa..??
Santa: Usne Kaha WRONG NUMBER
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Black Larki ko Jaduger ne Jadu se Par lga diye.
Larki : wow!
ab kya mein PARI ban gyi hun?:D
.
.
.
Jaduger:
Anniye,,
Tu Dengi Machar ban gyi ain...!!:):
by Pak101.com (few years ago!)
Love V/s Daaru..
.
Love: Pagal Banata Hai.
Daru: Mood Fresh Karti Hai.
.
Love: Me Neend Nahi Ati Hai.
Daru: Pee Kar Neend Ach6i Ati Hai. .
.
Love: Me Date Ke 2000/-
Daru: 1 Botle K 350/-.
.
Love: Me Sabki Suno.
Daru: Pee Kar Sabko Sunao. .
.
.
Faisla Aapke Haath Me.
.
Piyo Sir Utha Ke..
.
Jiyo Larkharake.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi CRICKET me hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aurat dosri se:me ne bartan dhone k lye sare saban aur har kisam ki sarf istamal kia hai magr ju sub se behter hai wo hai
.
.
.
.
.
.
.shohar.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Doctor sahb Plastic Surgery par kitna kharcha ayega?
.
Doctor: 2 Laakh
.
Pathan: owr agar plastic hum de tu?
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aik molvi aik aurat se takra geya,
aurat: sharam nahin aati keya , dahri rakh kar dakren marte ho?
molvi, yeh dahri hai, breken nahin
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 chor ne apni mangtar ko gold ka set dea
mangtr (khushi se) : jann is ke qeemat ka ha??
chor: 3 saal qaid tay littar wakhry (Maar alag say).
by Muneeb Alam (few years ago!)