Fevistick Ya Lipstick
Chaman: Papa, aaj mummy ko kya hua itna chup kyun baithi hai?
Papa: Kuch nahi beta, mummy ne lipstick maangi thi meine fevistick de di….Chutki Mein Chipkaye
by Pak101.com (few years ago!) / 1048 views
Similar Jokes
3 PaGal 1 Bed Pe So Rahy thy
TeeNo ko Jaga Tang Ho Rahi Thi
1 PaGal Bed se Utar K Neechay So Gya
2nd: Oye Ab Jaga khuli hogai hai oper Aja
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha. Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha, Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha. Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:tm mujh se shadi karo gi?
Girl:nai , me ap se aik sal bari hun,
sardar:koi bat nai aik sal bad kar len ge.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??
Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.
Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa
rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai
kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Makhlooq ko mat Tang kia kero
Once a Molvi went 2 Zardarii
&
Said !
“Makhlooq ko mat Tang kia kero Werna Allah ka Aazab ayega “
Zardari said!
Bholay Badshao ! Mein he wo Azaab hoon jo aa Chuka hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
sholay.ki team ne ipl me hissa liya gabber k bowlers ne 20 over me 350 run diye &usme extras 200 run diye.
batao kyu?
q ki wicket keeper thakur tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ik dirty sharabi kisi sadhu se takra gaya.
Sadhu: Mein tujhe shraap deta hu.
Dirty Sharabi: Ruko, mein glassi le ke atta hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Police wala apne bache se: Beta tumhara result achha nahi aya aj se tumhara khelna tv dekhna
band
.
.
Son: Ye 50 Rs pakro or is bat ko yahien daba do":-
by Abdul Sami (few years ago!)