Shikwa hamein manzoor nhi

Shikwa hamein manzoor nhi…

Aaj na koi bahana hoga …

Aap ko hamari khushiyoun ki qasam…

Next saal aap ko Nahana hoga

by Mazhar Khan (few years ago!) / 891 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Soch Le Bad Mein Pachtayiyo Na

Pappu Ne Ek Nayi Nayi Ladki Fasai Aur Usko Date Pe Restaurant Mein Le Gaya.
Khana Khane Ke Baad Pappu Us Ladki Ko Bola.

Pappu: “Darling, I Love U”
Girl: “I Don’t”

Boy: “Think Again”
Girl: “No, I Don’t”

Boy: “Waiter, Bill Alag-Alag Lana”

Girl: “Arrey, I Love You Kah To Rahi Hun, Tum Bhi Na Majak Ka Bhi Bura Maan Jate Ho“

by Pak101.com (few years ago!)
X-ray

Patient: Doctor, what does the X-ray of my head show?

Doctor: Absolutely nothing!

by Pak101.com (few years ago!)
500 saal puraani ghadi

Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.

naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai

by Pak101.com (few years ago!)
Columbians Run Away

Why did a group of Columbians run away from the computer lab?

Because... The computer said, “You have performed an illegal operation and will be shutdown!”

by Pak101.com (few years ago!)
Gadhe Ka Ashirwaad

Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.

Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, "Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?"

Ladke ne palat kar jawab diya, "Sahi farmaya bhabhi ji."

by Pak101.com (few years ago!)
Khushkismat Hai Tu Dost

Do Purane Dost Kafi Time Baad Achanak Raste Mein Mile,

Ek Doosre Ka Haal-Chaal Puchne Par Maloom Hua Ki Dono Shaadi Kar Chuke The.

Ek Ne Pucha: “Kaisi Hai Tumahari Biwi?”

Dusre Ne Khush Ho Kar Bataya: “Meri Biwi Ka Kya Kehna Yaar, Wo To Swarg Ki Apsara Hai”
Pehla Udaas Hokar Bola: “Khush Kismat Hai Bhai, Meri To Abhi tak Jinda Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi

SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,

Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?

Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik perley darge ke sust-ul-wajood shaks

Aik perley darge ke sust-ul-wajood shaks ne apne aik dost se kaha. Bhai meri to hamesha qudrat ne madad ki hai.

Kaise?
Sust aadmi bola.

Main ne kuch darakht girane ka program banaya tha ka toofan aagia aur kuch darakht gir gia is kay baad mujhe kura karkat ke dher ko jalana tha kay aasmani bijli karki aur kura karkat kay dher khud ba khud jal kar rakh ho gia.

Ab kia program hai.
Dost ne sust-ul-wajood se pucha.
Mera program zameen se aaloo gajarain nikalne ka hai aur main is kam ke liye zalzaley ka muntazir hon.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Apka beta cigarate peeta hai

Teacher: Apka beta cigarate peeta hai. Aap kabhi use puchhte nahi?
Santa: Haan, puchhta hoon, par mujhe kabhi deta hi nahi.

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan guse me

Pathan ko phansi ki saza sunate howe judge ne pocha:tumhari akhri khawahish hai?
Pathan guse se:mujhe 20 mint do hum wakeel ko mare ga.

by Sabir shah (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Galti ho gayi..

Hik sardar ek ladki de naal ..

1 sardar apne bhai ko mar ra..

1 Pathan Ki Cycle Chori Hogai

“JO” DAR GAYA, “WO” MAR GAYA”

Aaj mairi Unse Larayi Hogayi

Girl's Wish For Life Partner

dost ki kabar

Ek Pathaan Tableeghi Jamaat ..

England Mother

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook