harpic use karnay ka
Close-up se daant saaf karne ka,
Pepsodent se mazboot karne ka,
Babool se fresh rakhne ka,
Agar phir bhi white nahi hue,
Toh bindaas HARPIC use karne ka!!
by Abdul Sami (few years ago!) / 1124 views
Similar Jokes
Santa-yar banta apne India me sabhi kutte kamjor q hote hai?Banta:kyuki sab kutto ka khun 2 DHARAMENDER Pee jata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik bache ne “Mother Tongue” kay bare mazmoon likhna thaa. Bache ko samajh nahain aaa reha thaa kya likhe. Bache ka baap kehta “bohat lambe hai” likh do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi se Pehly::
Larka: Kash wo din ajaye..
..
Larki: Tum mujhe chorr tau nhi dogy?
. .
Larka: Nhi aisa sochna bhi mat. .
. .
Larki: kia ap mujhe miss karogy?
. .
Larka: han..
. .
Larki: tmhari zindagi ma koi aur nhi?
. .
Larka: nhi tau..
. .
Larki: kia tum mujh se mohabt krtay ho?
. .
Larka: han jaan
. .
Larki: Oh jaan
==============
shadi k baad isi ko nichy se upar parrhen..
:D :D
by WAQAR (few years ago!)
college ka 1st day...:->
naughty boyzz- what's ur name baby???
Girl- mujhe sab DIDI bulate hain!
Boy- wow!! what a coincident.....mujhe sab JEEJAJI bulate hain..:)
by Pak101.com (few years ago!)
1 jaga bomb blast k baad 1 aadmi chilla raha tha
Oh God: mera hath urh gaya!
Pathan: Hosla karo, mat roo, daikho us aadmi ka sar urh gaya hai, wo b to chup hai!
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Pathan ko 1 Aadmi Mobile per tang karta tha:
1 din Pathan ne new Sim khareed kar usay msg kya.
Maine woh Number band kar k nai sim le li hai.
Ab tang kar k dikhao Bachoo.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Spell Ambulance?
Student: A…. M…. B…. U….
Teacher: Faster!!!!
Student: Wew! Wew! Wew!
Wew! Wew!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Punjabi buji hue cigerrete pi rha tha
.
.
Pathan ne pocha ye Kaise pi rahe ho
Dhuwan to nikal nhi rha.
Punjabi bola: Pagal cigrate CNG pe hy.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
I asked my new girlfriend
what sort of books she is interested in.
She said: Cheque books
by hearthackervsgirls (few years ago!)