Kch Log Dozaak Main Aaram
Kch Log Dozaak Main Aaram Se Soo Rhe The
Farishte Ne 2usre Se Puchaa Yeah Dozak
Mein Be Soye Huway Hain?
Dusre Nay Kaha
Yea Pakistan Say Aye Hen
Garmi AOr Loadsheding Kay Adi Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 712 views
Similar Jokes
Ab to Dukan pr b ye Board lgay hain.
Cheeni Mang Kr Sharminda Na Karain.
Cheeni Ek Jang Hai,
Is Liye Band Hai
Nmak Baray Shoq Se,
Cheeni Aglay Chock Se
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa Apne Bete Se-Kya mai Tumhari padhne me help karu
Beta-Nai Dad,Mai Bina Apki Help ke hi fail hona Chahta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Funny Imagination Of Paad At Suhagraat: shadi ki
rat hai,aap bister par bethe ho or bv ka ghoonghat
utha rahe ho ki achanak ap ka paad nikal aaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Naman: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga Naman: mujhe kya pataa sir main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
1st beggar: arey, tum kyu us cinema poster ko aise gur rahe ho?
2nd beggar: main hee is cinema ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:: Light nhi hai tau kambakht pankha hi chala do...
Biwi:: Aakhir pathan hi ho na, aqal tau hai hi nhi...
pankha chala diya tau mom-batti bhuj jayegi, pher andhery ma kia karogy.. :D
by WAQAR (few years ago!)
Beta(Kanjus Pita se): Papa Papa mujhe dur ka kam dikhai deta hai, chashma dilao na.
Pita: bata wo kya hai?
Beta: suraj
Pita: abe aur kitna dur ka dekha chahta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Prashan: Gabbar singh ne paida hone par
Apni maa se kya kaha?
Uttar: Maa! kitne aadmi the?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kutta Kaat Lega In park, a boy & girl were sitting!
2 dogs kissed each other
Boy- Jaanu agar tum bura na mano, to main bhi..
Girl- Ok! Par sambhalkar! Kutta kaat lega
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: doctor ji, mere pati neend mein baat karna shuru kardiye hai. kya karu?
Doctor: din mein unko baat karne kaa mouka deejiye.
by Pak101.com (few years ago!)