1 Aadmi Doorbeen Se Asman Dekh Rha Tha
1 Aadmi Doorbeen Se Asman Dekh Rha Tha Pathan Bhe Pas Khara Ho Kar Dekhne Lga
Achank 1 Tara Tuta
Pathan Zor Se Chilaya:
“Wah Ustad Kya Nishana Hai.;-):
by Pak101.com (few years ago!) / 930 views
Similar Jokes
Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena, warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain, 8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband (Wife Se ):
Aaj Hamari Shadi Ki Salgiraha Hai
Chalo Chiken Banate Hai
Wife:Why?
Main Apni Galti Ki Saja Us Murge Ko Kyu Du
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: yaar banta, sir ka msg aaya hai ki aaj extra class hogi, kya karun?
. . Banta: "message sending failed" likh ke bhej de...
by Abdul Hannan (few years ago!)
once a repoter asked rajnikant - aap pe itne jokes bante h, itni insult hoti h, aapko bura nhi lagta....
rajnikant-aapko ye sb joke lagta h...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:ro kiun rahe ho?
Bachha:mumy papa ko kutta kehti hai or papa mumy ko bili kehte hai.mujhe ye nai pata me pilla hu ya billa
by Sabir shah (few years ago!)
Grandpa: Teri Teachr aa rahi hai.Ja chup jaa. Grandson: Pehle aap chup jao. Aapki maut ke bahane maine do hafton ka leave le rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- yaar tum jamun k ped k neeche
Gulab ka ped kyu
laga rahe ho?
.
.
.
.
.
Banta- is liye ki
Dono ped milkar hame
GULAAB JAAMUN
Denge.!!! :D
by Pak101.com (few years ago!)
Scientists all over the world r wondering how long a human being can live without a brain... Kindly tell them ur age...
by khalid hussain (few years ago!)
Sardar:Ye Bacha tmara kia lagta hy?
Pathan:Ye Hamara dooor ka saga bhai hy.
Srdar: Dooor ka saga bhai?
me smjha nai?
Pathan: Is k or mere drmiyan
13 Behen Bhai hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Dr.Sahab 2 Saal Pehle Mujhe Bukhar Aya Tha...
Dr: To Ab Kya Hua.
Santa: Aap ne Nahane ko Mana Kiya Tha! Ab Naha Lun?
by Pak101.com (few years ago!)