Pappu ne exam k liye
Pappu ne exam k liye Question.. Paper banaya..
Paper dekhte hi saare bache behosh ho gye
.
.
.
.
.
Que. the:"
1.China kis Desh me hai ??
2. 15 Aug kis Date ko Aati hai ??
3.Green Rang kis Color ka Hota hai ??
4.Tamatar ko Hindi me kya Bolte hai ??
5.Mumtaz ki Qabar me Kon Dafan hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 1196 views
Similar Jokes
Ek lardke ne uske pappa se pucha: Pappa aap kahan paida hua the?Pappa: Main Banglore main paida hua tha.
Phir lardke ne pacha pappa se: Mummy kahan paida hui theen?
Pappa ne jawab diya: Woh Hyderabad mein hui theen.
Phir se lardke ne pucha: Main kahan paida hua tha???
Pappa: Tum baita Delhi main paida hua the.
Phir bache ne pocha (masoomiyat se): Phir hum mile kaise???
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aisa bhi nahin hai ke, I don’t like your face Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space
by Abdul Sami (few years ago!)
Larki ko respect deni chaiye..
Line toh ptcl wale bhi dete hain ;) :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Agle janam mein tum kis roop mein paida hona chahogey?
Banta: cochroch bankar
Santa: Wo kyun?
Banta: Kyunki meri patni kewal cockroch se hi darti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife ki godh mein leta hua thaa.
Wife: Kaisa lag raha hai ji?
Husband: Aise jaise Bhagwan Vishnu shesh naag ki Godh mein lete hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Peshawar Ki Police Ka BheJawab Nhe Hai
1 Pathan Talaab Main Nha Rha Tha
Police Wala Kehta Hai" Chal Ooye Bahr A Kar Kpry PehanTeri Talashi Leni Hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Photographer studio me 6 saal ke bachey sy:
Mari taraf dekho beta
is camera se kabutar nikly ga.
Bacha:
Focus adjust kar
Jaahilon wali baat mat kar
Portrait Mode Use kar
Micro k sath
High Resolution me pic aani chahiay
Facebook pe upload karni hy
wrna paise nhi milen ge.
SAALA...
"kabutar nikale ga.."
Tere bap ne kbutar dala tha is me Yay
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 bar ghandhi ji k sar per 8-10 baal ug aye gandhi ji naai k pas gaye,
Naai gusse sai bola inhe ginu ya katu?
Gandhi ji sharmaty howy bole inhy color kar do
by Pak101.com (few years ago!)
Yahoooooo……!!!!
Exams ki sari tayyari ho gayi
(’;')
Pen
Pencil
Scale
Eraser
Uniform
ID Card
Sub tayyar hay,
Ab bus….
Parhna baqi hay :p
by khalid hussain (few years ago!)
Aik Hathi.............
Ek hathi ne ek chuhiya ko ched diya,
chuhiya ne hathini ko shikayat karke kaha ki
apne pati ko samjha lo
varna Mard hamare ghar mein bhi hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)