Manzil se niche gira
heikh 8th manzil se niche gira.
Girte huwe kitchen ki window k pas pohncha
to apni BV ko dekh kr chiLaya:
Shagufta meri ROTI na Pakaeen.!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 721 views
Similar Jokes
Funny Laluji Teen Mahine Obama Ke Paas Engish Ki Training Lekar India Aaye Ek Din Unhe Ek Call Aaya. Laluji Bole Who Is Speaking?. Jawab Tha Hum Sasura Obama Bol Raha Hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Bania market jata hai underwear purchase karne.
Bania: Yeh kitne ka hai?
Shopkeeper: Rs 500.
Kanjoos Bania: Arey bhai daily wear dikhaao, party wear nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar so raha tha: Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko Torch le kar dondh raha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
wife tumnay mujay shadi say pahlay kio nahi bataya k tumhari pehli hi rani naam ki wife hay ?
husband: maine bataya to tha k mein tume rani ki tarah rakho gaa
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Prashan: Gabbar singh ne paida hone par
Apni maa se kya kaha?
Uttar: Maa! kitne aadmi the?
by Mazhar Khan (few years ago!)
winter season me :
Golu-Are yaar nadi se bhaap kyu nikal raha hai..?
Molu-Lagta hai machchaliyan chai bana rahi hain..
by Pak101.com (few years ago!)
3 Dost Bike pe ja rhe the.. Trafficwale ne Rok kr bola : "Tumhe malum nhi TRIPLING Apradh hai.." 1Dost : Hume Malum hai islie to 1 ko Ghar Chodne ja rhe hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Chaman told his friend, “Yaar ek ladki mujh ko hans ke dekh rahi hai"
Naman: Sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya dekh ke hans rahi hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Height of teasing:
Pappu was sitting near the window&singing.
"kabutar ja ja ja"
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
then Pappu's mom asked him:-
"Kya hua beta SMS pack khatam ho gaya kya??"
by Pak101.com (few years ago!)