Ek baar ek teacher ki
Ek baar ek teacher ki posting....ek adiwasi (tribal) area ke school me ho gyi
Teacher: hello students sabse pehle mujhe ye batao
k mere aanay se pehle wale teachers kaise the.....?.
... .
.
.
.
.
.
Poori class ek saath : Madam....very delicious.
by Pak101.com (few years ago!) / 1033 views
Similar Jokes
1 bacha darwaze ki bell bajane ki koshish kar raha tha
1 bazurg ne dekha aur bell baja di or bole beta aur kuch?
Bacha:baba jee honr nassoooo
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Dudh ke saath do roti kha raha tha
guess why?
kyonki Doctor ne kaha tha halka khana lena hai jaise Dudh, Double Roti
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi main Khana khany k 2 usool.
Rule 1:
Pehli baar is tarha khao k dosri baar nahi milega.
Rule 2:
Doosri baar is tarha khao k pehli bar mila he nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Siasatdano Se Bhari Hoi Ek Bus
Driver Se Beqabo Hokar Pul Se Nichi Gir Kar Ek Keht Mai Ja Gusi. Kisan Ne Awaz Sunkar Ghar Se Bahar Aya Or Sari Siasatdano Ko Dafnaya..
2 Din Baad Police Wahan Ayi
Khasta Hal Bus Dekni Ke Baad Kisan Se Pocha “Kia Sare Siasatdan Mar Chuke The?
Kisan Ne Kaha Nhin G Kuch To Keh Rahe The Ki Wo Zinda Hai Magar Jinab Aap Ko To Pata Hai K
Siasatdan Kitna Jhoot Bolte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Larka:ya habibi wil you bi my jalebi?
Larki:habibi haya haya
Aj se tu mera bhaiya
by Sabir shah (few years ago!)
Ek ladki apne boyfriend ko papa ke paas milane le aya.
Kuch der tak baatein karne ke baad, papa ko uski beti ka boyfriend bilkul gadha laga..
Ladki ka Baap : Main nahi chahta ki meri ladki apni poori zindagi ek gadhe ke saath guzaare.
Ladki ka Boyfriend : Bus isiliye to main usse shaadi kar ke yahan se le jaana chahta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Train mein warning likhi thi:
"Bina Ticket waale Yatri Hoshiyar!"
.
.
.
Golu: Wah!
Aur jo ticket lekar yatra kar rahe hai,
Wo sab saale Gadhe hai kya??
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole ‘Darling,how ru?’
Na karo to bole ‘Brother,who ru?’
by Pak101.com (few years ago!)