Aaj Maine Duniya Ki Sabse
Patni: Aaj Maine Duniya Ki Sabse Khubsurat Mahila Ko Dekha.
Pati: Fir Kya Hua?
Patni: Fir Mai Aiane Ke Samne Se Hat Gayi
by Pak101.com (few years ago!) / 1171 views
Similar Jokes
Santa Hotel me Khali Katroi me Roti dubo k kaha rha tha
Waiter- Ye kaise khana kaha rhe ho?
Santa- Maine math ka teacher hu daal suppose kari hui ha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa found answer to the
most difficult question ever-
What comes first the chicken or the egg ?
O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega !
by Pak101.com (few years ago!)
EK DOST DUSRE DOST SE APANI PATNI KI DHOKHE BAJI KE BARE ME BATATE HUE BOLA- ” MAI KUCH DINO KE LIYE BAHAR GAYA THA - AUR JAB MAI GHAR AAYA TO MAINE APNI PATNI KO APNE HI DOST KE SATH BADROOM ME DEKHA,
JABKI MAINE USE APNE LAUTNE KA SMS BHI BHEJA THA, TUM HI BATAO, ISE KYA KAHENGE?”
DUSRA DOST BOLA- “YAHI KI SHAYAD USE TUMHARA SMS NAHI MILA.”
by Pak101.com (few years ago!)
I was just having a conversation with someone who is about to buy a Mac.
I was against it and an argument started.
I said there were too few people supporting the Mac.
He responded, "When was the last time you heard of a virus on a Mac?"
And I said "See, even people who write viruses don't support Macs."
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Dekho Wo Apnay Ustad ki Khidmat Kar Raha Hai.
Isay apni Zuban May Tehreer Karen.
Student: Woh Dekh NUMBER BARHA RAHA HAI...
by Pak101.com (few years ago!)
Kal Achanak wi-fi ka signal band ho gaya, fir kuchh chhanbin karne par pata chala ki.....
.
.
.
.
.
.
.
padosi ne bill nahi bhara. Duniyan me bhi kaise kaise kangal aur Gair Jimmedar logg bhare pade hai.
Pura Din kharab ho gaya yaar.....
by lescol (few years ago!)
Aik pathan 2 arbion k pas se guzara wo aik dosre ko galian de rahe the .
Pathan:qari sahib mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Sabir shah (few years ago!)
Ek idiot ne idiot samiti kholi aur bahar signboard pe likha :ek idiot ki joining fees 100 rupae aur do ki fees 220 rupae,jo jaldi idiot ke saath aaye aur aap bhi idiot ban jayeee,offer jeevanbhar ke liye valid hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Police high alert k time Santa ke ghar talasi lene
gai.
Police-Khabar h k apke ghar me Vishfotak samgri
h.
Santa-"Sir" vo maike gai hui h.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 larki jis k umer 18 year hai bahut pyari hai wo bechari GHQ hospital I.c.u ward me
nurse hai dua karen wo mujh se set ho jae .
by Sabir shah (few years ago!)