Ek angrej gaun me chalta
Ek angrej gaun me chalta kahi ja raha tha raste me ek aurat se takra gaya so angrej ne aurat se kaha Sorry for that ....Us aurat ne angrej ko ek thappad mara aur kaha Ek to takarate ho upar se kahete ho saree phar de!
by Pak101.com (few years ago!) / 1541 views
Similar Jokes
BV -Wo Aadmi Muje Dekh K Muskura Raha H
Pati-Jrur hasega,jb maine pehli bar tumhari shakal dekhi thi to Mai b 3din tak Apni hasi nai Rok paya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ultimate answer while changing the job.
Interviewer: Why did you changed your last job?
Santa: Because the company shifted and didn''t tell me where..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Khudkushi kar raha tha,
Kisi ne kaha aisa kyon kar rahe ho?
Pathan: Hamara bivi hamare dost k sath bhag gai hai.
Or hum apna dost k baghair ji nahi sakta...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi: Sunien,shakeela k husband usse bohot pyar karte hain,Subha pyar,Shaam pyar,Tum itna pyar kab karo ge?Miyan:arey wo choray to mujhe moqa milay na.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan sy!
mujhy khaany ko kuch mill sakta hy.
Pathan:kal ki Roti kha lo gy?
bhikari: G han bilkul.
Pathan: acha to phir kal Time se Aa jana…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Aur Banta Aapas Mein Baatein Kar Rahe Hote Hai,
Banta: “Chal Apne Bachpan Ki Koi Baat Bata?”
Santa: “Yaar, Main Bachpan Mein Bahut Taqatwar Tha”
Banta: “Achha Wo Kaise???”
Santa: “Meri Mummy Kehti Hai Jab Main Rota Tha To Sara Ghar Sar (Head) Pe Uthha Leta Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
achi Baat to Sabko Acchi Lagti hai
dosto
.
.
.
Lekin Jab Tumhe Kisi ki Buri Baat bhi
acchi Lage to Smjho k Tumhe Pyar
.
.
.
Nahi hua
ZALEEL hone ki Aadat ho Gai hai...
by itrat batool (few years ago!)
Life Style
Agar koi tumhian paththar mary.
To tum par farz hai k
Tum us par phool phenko,
Lekin Gamlay Sameet.
by Pak101.com (few years ago!)