EK VILLAGE KI AURAT CHEQUE
EK VILLAGE KI AURAT CHEQUE CASH KARANE GAYI
CLERK;SIGN KRO
AURAT:KAISE?
CLERK:JAISE KHAT K END ME LIKHTI HO.
AURAT NE SIGN KIYA "TOHAR MUNNE KI AMMA"
by Pak101.com (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or Ko De Deta Hun
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti Abi Kahan Ho Tum?
by Pak101.com (few years ago!)
Academic Boyfriend to his GF -
Kal 1 baat ne mujhe poori raat sone nhi diya ,
GF(:Blush:) - What??
.
... .
.
BF - Akkar Bakkar bambay bol 80+90 pure 100
.
.
170 hone chahiye naa!! ;) :
by Pak101.com (few years ago!)
In 2025
Bhikhari: Bhagwan Ke Naam Pe Kuch De De..
Boy: Ye Le Meri MBA Ki Degree Rakh Le.
Bhikhari: Nahi Chahiye, Tujhe Chahiye
To Meri CA Ki Rakh Le...
by Pak101.com (few years ago!)
1 dost dusre dost ko raat 2 bje phone karta
hai
.
1st- hello, bhai jaldi aa kuch kaam he
.
2nd- kya kaam he yr mujhe nind aarhi he ,
mai nhi aa raha
.
.
.
1st- yr plz aja kuch jaruri kaam he
2nd- muje nind aa rhi he, K bye.
Gudnyt Phone off.
.
kuch der baad 2nd dost ko lagta hai. jaruri
kaam hoga, wo rat 2 bje us dost k ghar jata he 2nd- ha bol kya kaam he?
1st- bhai, wo light or t.v band karde
by Pak101.com (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai
by Pak101.com (few years ago!)
College ke first day; Ladka: Tumhara naam kya hai?
Ladki: Mujhe sab didi kehte hai..
Ladka: WOW MUJHE SAB JIJAJI KEHTE HAIN!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta koi bat nai tumhari qismat mai Fail hona hi likha tha
.
Beta: Jee Papa, yai tu acha howa mai ne pura saal parha nai warna sari mehnat zaya hojati
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan Ko Aik Bandar Mila. Wo Usay Police Station Le Gaya.
Inspector: Isay Zoo Le Jao
Aglay Roz Inspector Ne Pathan Ko Bandar K Saath Bus Stop Pe Dekha
Inspector: Isay Zoo NahiN Le Kar Gaye?
Pathan: Kal Main Isay Zoo Le Gaya Tha, BaRa Maza Aaya. Aaj Hum DonoN Film Dekhnay Ja Rahay HaiN
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know whois Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Abdul Basit (few years ago!)