Santa Aur Banta
Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye Aur Zindagi Mein Pehli Baar Rikshaw Dekha. Santa Rikshaw Dekh Ke Bola.
Santa: “ Dekho Kitna Chhota Taanga Hai ”
Banta: “ Haan Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jesa Dikhta Hai..!!
by Pak101.com (few years ago!) / 939 views
Similar Jokes
Chinese Couple Romance Krtay Huye:
Husband: Chutaki.
Wife: Yuwanini.
Husband: Choka Yoonji Machi, Romi Hoayoo Yakiyo.
Wife Piyar Say Boli: Chimi Yohua, Yakochinda Timsuji.
Husband Muskura Kr: Na Siaou Mina Um Luji.
Wife: Ochu Chin Huya Buyoo Nochi…
Logon Ka Shouq Tou Dekho,
Samajh Kuch Nahi Aa Raha..
Bass ROMANCE Ka Word Aya Our Pura Message Parh Dala :-D :-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Do pathan pani peene gae tou glass ulta para tha Pehla pathan : is ka to mou he band hai. Dosra pathan : ye to neeche se bhi toota hua hai :D Teacher : 2 main se 2 nikle to kia bacha ? Pathan : hum ko sawal samjh nahin aya. Teacher : tumhare pas 2 rotiyan thi , tum ne in ko kha liya abhi tumhare pas kya bacha ? Pathan : saalan . Pathan Funny Jokes , Pathan Urdu Jokes , Pathan Lateefay , Pathan Comedy...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1st Pathan:
Oye Agar Raat Ko Neend Na Aaye
Tu Kya Kiya Jaye ?
2nd Pathan:
O Yara Neend Ka Intezar Karnay Se Tu Behtar Hai Aadmi So Jaye..
by Pak101.com (few years ago!)
Class Mein Teacher Bachon Se Question Puch Rahi Hoti Hai To Santa Ki Baari Mein Teacher Puchti Hai.
Teacher: “Jab Bijli Chamkti Hai To Hum Ko Roshni Pehle Aur Awaaz Baad Mein Kyun Aati Hai?”
Santa: “Kyonki Hamari Aankhein Aage Hai Aur Kaan Piche Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied:
Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K
Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Policeman:Madam is Pool me nahana mana hai.
Lady:Jab main Kapde Utar rahi thi tab kyo nahi Bataya.
Policeman:Pabandi Nahane pe hai Kapde utarne pe nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Saccha dost wo hota hai,
.
Jo exam mein aap ke paas wali,
.
.
.
Window ke samne aake bole??
.
.
.
.
Abey kitna likhega ??
jaldi chal teri wali jaa rahi hai… :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nayi Aayi Dulhan Ko Saas Apne Pass Bitha Ke Samjha Rahi Thhi.
Saas: “Beti Ab Tum Mujhe Apni Maa Or Apne Sasur Ko Pita Hi Samjhna”
Tabhi Darwaje Par Ghanti Baji, Bahu Ne Darwaja Khola To Pati Aaya Tha.
Saas: “Kon Aaya Hai Beti?”
Bahu: “Maan, Bhaiya Office Se Aaye Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Mureed: Baba Jee
Agar Main Nazrana Doon
To Guarantee Hai K Mera Bacha Ho Ga.
BABA: Nazrane Ki Jagah Agar
1 Chance Do To 100% Guarantee Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.
by Pak101.com (few years ago!)