Mujhe kamjori mehsoos ho rahi hai
Santa: Mujhe kamjori mehsoos ho rahi hai
Banta: Tum bharpoor desi ghee khao 1- 2 din baad
Banta: ab kaise ho
Santa: Waise hi hoon, Bharpoor Brand ka koi ghee aata hi nahi
by Pak101.com (few years ago!) / 882 views
Similar Jokes
Santa Valentine Par Apne Dost Banta Se Puchhta
Hai,
Santa: “Yaar Maine Apni Girl
Friend Ko Valentine’s Gift Dena Hai, Kya Doon?”
Banta: “Gold Ring De De”
Santa: “Koi Badi Cheez Bata”
Banta: “Fir M.R.F. Ka Tyre De De“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Which is the longest toilet in the world?
.
Guess!!
.
Pakistan Railways Track
U can use it from Karachi to Khyber
Proud to be a PAKISTANI
by haleema sadia (few years ago!)
Pani o Bijli ke ke wazir Nokar ko daante hoye.
Wazir: Tumjhe jis kaam ke lye behja jata hai, teen ghante se pehle wapis nahi ate, Tumhara masla kya hai?
Nokar: Sir, Main to aap ke hukam ka gulam hoon, aap he ne farmaya tha, ke Bijli ki tarha kam kya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya, kaha na kabhi kabhi aata hai yaar.
by Pak101.com (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha
Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo
Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga
Tou Peechay Walai Ne Kaha
Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)
2 friends were attending a boring lecture..
.
.
1st frd- Even my ass has fallen asleep..
2nd frd- I know! I heard ir snore 3 times..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Mairy khayal mai hamari baiti ko kesi se pyar hogia hai
Husband: Tumhe kaisy pata chala? .
Wife: Kionky wo kuch dino se Easy Load ke lie paisy nahi mang rahi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy to girl at a dance party: Kya tum mere sath dance karogi?
Girl: Main bachche ke saath dance nahi karti.
Boy: Sorry mujhe pata nahi tha ki tum pregnant ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : I will die
Husband : I will also die
Wife : why do You want to die
Husband : because main itni khushi bardasht nahi kar sakta
by hearthackervsgirls (few years ago!)