pathan aur 20 rupay
Pathan: Aj Me Bus Ke Peache Ghar Tak Bhagta Huwa Aya Ho
Or Kirye Ke 20 Rupe B Bacha Lie.
2sra Pathan:
Tum Bhut Bewakoof Ho Rikshe Ke Peache Bhagte
To 80 Rupe Bach Jate. :
by Abdul Hannan (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Father to Son: Beta sharab kabhi mat peena,
Warna woh jo 2 aadmi ja rahe hain,
Woh tumhe 4 nazar aayen ge..
Son : Lekin papa woh to 1 aadmi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ravan dance club me jata hai. Uski entry baki sab se 10 guna jayada thi. Bolo kiyun?
Kiyun ki entry fees thi: Per-Head Rs 500/-
by Pak101.com (few years ago!)
5 pathan aur 1 Behari Helicopter ki Rasi sy latky Huy thy,
.
Pilot ny kaha Load ziyada hy 1 fard ko Koodna hoga,
.
Ye sun kar Behari ny kaha K Rasi ko Chorny ki Qurbani me deta hun!
Taaliyan
Ye sun kar saray PATHAN Taaliyan Bajane Lagy
Moral:
Jo na kate aari se.
Wo kte behari se.
by Pak101.com (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey Andhay Four Wheel Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Thief1: Lets Count d Money We hav
Looted Today!
Thief2: I m So Tired,
We'll See it in d Newspaper Tomorrow.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Tumhare abbu kya kaam karte hain?
Bacha:
HPS k maalik hain.
Teacher:
Nice.Acha ye HPS ka kia matlab hai?
Bacha:
“Haji Pkora shop”
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi : Bhagwan jab Akkal Baat Rahe thhe Tab Tum Kaha Thhe
Husbnd : Me Tumhare Sath Shaadi Ke Fere Le Raha Thha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Naukraani:-malkin aap mujh per bekaar hi shak kar rahi hai,main aapko kaise samjhaau mujhe to shabd nahin mil rahe hai.
Malkin:- tujhe shabd nahin mil rahe hain,aur mujhe 1 thaali,5 katori aur 2 drzan chammach nahin mil rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Machar ny 1 Aadmi ko din my kata.!
Aadmi ny kah!
Tum din ko b kaat’te ho?
Machar bola!
Zardari ka dor hy Ghar k halat kharab hain!
Overtime laga raha hon…
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)