Santa class me gadha lekar aaya
santa class me gadha lekar aaya,
teacher kyu lekar aaye ho,
sir aapne hi kaha tha ki aap gadhe ko bhi inssan bana dete hai...
by Pak101.com (few years ago!) / 981 views
Similar Jokes
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar doosre sardar se:
Yaar bata motorcycle ke kitne tyre hote hai?
2nd sardar: 2 hote hai.
1st sardar: Nahi do nahi 6 hote hai
2nd sardar: Woh kaise?
1st sardar: Iss tarah 4 Motor ke aur 2 cycle ke.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : me jis janwar ka naam lu,
tum sab uski awaaz nikalna....
Teacher :- Dog?
Student :-Bow Bow!
Tcher :- Cat?
Student :- Meow
Tcher- : Lion?
Student :- Aah Aah Aah Aaah..
.
Tcher: kamino mene " LION " kaha h,
Not 'Leone'..! :D
Student : ooo teri :-P
by Pak101.com (few years ago!)
AIK PATHAN CHILKAY SAMET KELA KHA RAHA THA
ADMI NE POCHA TO KEHNAY LAGA MUJHAY YAQEEN HA IS KE ANDAR KELE HI HOGA.
by Mohammad Ali (few years ago!)
My friend thinks he is smart. He told me an onion is the only food that makes you cry, so I threw a coconut at his face.
by Pak101.com (few years ago!)
he Definition of d m0st beautiful women... . . . . . . . . . . . . . . .
Is d ONE who will Marry Me Tounge Yay )
by Mazhar Khan (few years ago!)
"MusiBaton Ka MuQaBLa SBar Sy Kro
Ar
NeMaTon Ki Hifazt Shukr Sy KrO'
.
.
.
.
Is sMs Ma PeHly Bv Ka ar BaaD Mein girl FrNd ka zikar ata HaI.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Truck Dusre Truck Ko Rassi Se Bandh Kar Le Ja Raha Tha
Ye Dekh Kar Santa Hans-Hans Ke
Lot-Pot Ho Gaya Aur Bola.
Santa: “Ek Rassi Ko Le Jane K Liye 2-2 Truck“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar NARADJI ne kuch aisa dekha ki vo Behosh ho gaye
.
Taaqat paane ke liye..
.
.
.
.
HANUMANJI "Rajanikanth chalisa" padh rahe the..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Fashion..!!
.
.
.
A 3 years old baby telling his mother:
“Mom, Pamper zara neechay baandhna, dashing look
aati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)