Teacher to saradar
Teacher to Sardar: Write your best friend's name in English.
Sardar wrote: ' Beautiful Red Underware'
Teacher: What?
Sardar: His name is Sundar Lal Chaddi
by Abdul Hannan (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
Break up ke baad pathan larki se: Mujhe chorr ke naa jao, jaane ki sazaa paao gi
Aagey road khudi huii hai, tum wapis yahen aogi.
by HAQ (few years ago!)
Pappu ko dost ne dinner pe bulaya.
Pappu jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewqoof banaya tumko….
Pappu ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Pak101.com (few years ago!)
Punjab Police ka jalwa...
Santa Taalaab me nanga naha raha tha..
Police-Chal oye baahar aakar kapde pehen le teri Talaashi leni hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Pappu Ke Saath Bazar Ja Raha Tha To Kuch Dekh Kar Bola.
Santa: “Beta, Sharab Kabhi Mat Peena, Warna Wo Jo Do Aadmi Ja Rahe Hai, Wo Tumhe Chaar Nazar Aayenge”
Pappu: “Lekin Papa, Wo To Ek Hi Aadmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to Hotel Manager: "Jaldi chalo! meri biwi khidki se kud kar jaan dena chahti hai"
Manager: "What can I do?
Husband: "Kamine, khidki nahi khul rahi hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Kid (mobile cell phone par): Madam, mera beta aaj school nahi aaygea?
Madam: Aap kon bol rahe ho?
Funny Kid: Mere papa bol rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Lassi Pi Raha Tha.
BOY:Srdr G Lassi Wich Makkhi A.
Srdr:Fir Ki Ho Gya!
Dil Wada Hona Chaida,
Makkhi Ne Kinni Pe Leni A.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan ny Maachis ki teeli jalai, na jali.
2nd jalai, na jali.
3rd jalai, wo jal gai.
Pathan ny usy foren bujha diya,
or bola : "Ye kaam ki hai rakh leta hun...:-)"
by @irha@ (few years ago!)
Santa Aur Banta Ne Zindagi Mai Pehli Baar Rickshaw Dekha.
SantaL Dekho Kitna Chhota Tanga. Banta: Haan!
Aur Gadha to Dekho,
Aadmi Jaisa Dikhta Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Kutta punch Q hilata hai ? . . . nahi pata Ans :- Qki punch me itni takat nahi hoti K wo kute ko hila sake. ha ha ha...
by Pak101.com (few years ago!)