Salman khan lagte ho
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!) / 979 views
Similar Jokes
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
?yar mai soch raha hon k is gaon main
apna clinic khol lon.
Dost:?tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabristan chota hai..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher Class Mein Papu Se Puchti
Hai,
Teacher: “ Chalo Papu Aaj Tum
Batao, Tumhara Favorite Writer
Koun Hai? ”
Papu: “ Mam,
.
.
.
.Aapki Beti Tina, Jo Mujhe Har
Hafte Ek Achha Letter Likh Ke
Bhejti Hai “ :p
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Doctor Pathan se :
Tum roz clinic k bahar kharay ho ker aurton ko q
ghoortay ho?
Pathan :
Aap hi ny bahar likha hua hai k,
"Aurton ko dekhnay ka time 9 say 11 tak...":-p
by @irha@ (few years ago!)
Maa: Beta ya Kar Rahe Ho??
Beta: Padh Raha Hoon.
Maa: Shabash! Kya Padh Rahe Ho??
Beta: Ji, Film Shole Ki Story..
by Pak101.com (few years ago!)
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?
pappu : legs
Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?
pappu: paisay
Girl : woh kia hai jo log din main karne k bajaye ko raat bistar pe kartay hain
pappu: neend puri karte hain
girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain
ki wajah se roti hai?
pappu : kaan main ched
MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Apni Maa se Pitne Ke Bad Ghar Ke Bahar Baitha Tha
Baap-Kya Huwa
Santa-Papa,Tumhari Biwi Ke Sath Ab Mera Guzara Nahi Ho Sakta
by Pak101.com (few years ago!)
AMERICA: Hamare Kutte Fotball khelte hai.
JAPAN : Hamare Machhi Dance Karte hai.
CHINA : Hamare Hathi Cricket Khelte hai.
INDIA : HAMARE GADHE MASSAGE PADHTE HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)