Such aur waham me farq
Teacher:such aur weham me kia farq hai?
Studend:ap humen parhati hain ye such hai aur hum parhte hain ye ap ka waham hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 741 views
Similar Jokes
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
“Mun mai pani ana”
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by Tanveer Hussain (few years ago!)
santa ki bewi mar gai--sardar ji kafan leny gia---dukandar nay kafan ka kaprra dia-----santa kuch bola ,, jisay sun ky dukandar bay hosh ho gia..
santa.. is may aur colors dikawo
by Pak101.com (few years ago!)
Dost ruthey to rab ruthey.
phir ruthe to jag chutey.
agar phir ruthey to dil tutey
or agar phir bhi ruthey to utar chappal
mar saley ko jab tak chappl na tutey.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
1 halki c muskuraht
Hazaron dil jeet sakti hai
Hans k to dikhao
(@ .. @)
(<;;;;;;>)
O tera pala ho jay
Tu ty mera v hasa kad dita a
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik pathan apnay shoulder pe Tota betha k ja rha tha.
Paas aik banday ne pucha ye kon sa janwar ha?
Tota bola PATHAN.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Faqeer: ALLAh k nam par ek rupiya do
Dokandar: Baba kal ana ,
Faqeer: Es kal kal ke chakar me
Es Market me mere Lakhon rupay phanse howe hain :8
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se famous cheez
kaunsi he?
Saali: jija ji, jo famous thi, use to ap legaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sheikh asked a Parrot:
“Miyan Mithu Choori khao gay???”
Parrot said:
“Chavllan na maar,ap kadi khadi ay”
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Bacha Bench Per Betha
Ek K Baad Ek Toffee Kha Raha Tha
Ek Admi Ne Dekha
To Bola:
Jo Log Ziada Meetha Khate Hain
Un Ka Jaldi Iniqal Ho Jata Hai
Bacha:
Mere Dada Ki Umar 106 Saal Thi
Admi:
Wo Meetha Kam Khate Honge?
Hai Na
Bahca:
Nahi
Wo Apne Kam Se Kam Rakhte The
by Pak101.com (few years ago!)